♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“3 Kaamo Me Der Na Karna”
1. Namaz Ada Karne Me Jab Waqt Ho Jaaye,
2. Janaze Me Jab Ki Taiyyar Ho Jaaye,
3. Bewah Ki Nikah Me Jab Ki Us Ka Munaseeb Rishta Mil Jaaye.
– (Tirmizi Sharif)
Home / Hadees-e-Nabwi ﷺ / 3 Kaamo Me Kabhi Der Na Karna ….
Related Posts:
- Apne Maa Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai: "Apne Maa-Baap Ki Kabhi Nafarmani Na Karna, Chahe Woh Tumko Ghar Aur Maal Wa Jaydaad Chhodne Ka Huqm Dein.." - (Musnad-e-Ahmad: Hadith no.21570) • Note: Bashartey Baat Khilaf-e-Shariyat Na ho
- Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Apne Khadim Se… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Khidmat 10 Baras Tak Ki. Qasam Allah Ki!, Kabhi Aap (Sallallahu Alayhi Wasllam) Ne Mujhko Uff Tak Na Kaha Aur Na Kabhi Ye Kaha Ki Tuney Ye Kaam Kyu Kiya ? Aur Ye Kaam Kyu…
- Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hazrate Amr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ke - "Hargiz Tanha Nahi Hoga Koi Mard Kisi Aurat Ke Saath! Magar Hota Hai Unme Tisra Shaitan. [Aur Shaitan Ke Kamo Se Tou Waqif Hi Hai Ki Shaitan Kabhi Musalman Ko Achche Kaam…
- Qazi (Judge) Kabhi Gusse Ki Haalat Me Koi Faisla Na Karey… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdur Rahman-bin-Abi Bakrah (Rahmatullah Alaihe) Se Riwayat Hai: “Mere Waalid Ne Ubaidullah bin Abi Bakrah (Radi Allahu Anhu) Jo Ki Qazi (Judge) They Unko Likha: "Gusse Ki Haalat Me Do Insano Ke beech Me Faisla Na Karna, KyunKi Maine Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmaate Huye Suna: 'Qazi…
- Allah Ki Neymat Ka Tark Karna Kufr Hai .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Koi Banda Allah Ta'ala Ke Diye Huve Neymat Par Alahmdulillah Kehta Hai Tou Allah Ta'ala Uss Se Afzal Neymat Ata Farmata Hai". - (Ibne Maaja Hadith no.3805) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya Ke, "Jab Tumney…
- Mehmaan Ki Khidmat kitne din ♥ Mafhoom-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai Ki - "Ek Din-O-Raat Mehmaan Ki Khidmat Uska Jaaiz Haq Hai Aur Uski Daawat-O-Mehmaan Nawaazi Teen(3) Din Hai, Uskey Baad Ki Mezbaani Uske Liye Sadqa Hai Aur Mehmaan Ke Liye Zyaada Din Thehar Kar Mezbaan Ko Tangi Me Mubtela Karna Jaaiz Nahi…
- Al-Quran: Tum nek Kaamo me ek dusre se aage badhne ki… Quran: 28-April: ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ❝Tum nek Kaamo me ek dusre se aage badhne ki koshish karo. 📕 Surah Baqraah 2:148
- Walidain Ki Nafarmani Bahut Hi Bada Gunah Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Mugeerah (RaziAllahu Anhu) se Riwayat Hai ke, Nabi-e-Kareem (Salallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya: "Allah Ta'ala ne tum par Maa ki Nafarmani Haraam Qarar di hai aur ( walidain ke haqooq ) na dena aur na-haq un se mutalibaat karna bhi haraam Qarar diya hai, aur Ladkiyon ko Zindah dafan…
- (Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho .... ♥ Al-Quraan : Bismillah-Hirrahman-Nirrahim !!! "(Aye Emaanwalo!) Tum Sabse Behtar Ummat Ho, Insano Ke Fayde Ke Liye Tumhe Nikala (Paida Kiya) Gaya Hai, (Tum Behtar Isliye Ho Kyun Ki) Tum Nek Kaamo Ke Liye Hukm Dete Ho Aur Burey Kaamo Par Ayetraz Kartey Ho Aur Allah Ke Upar Emaan Rakhte…
- Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Saeed Khudri (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: "Kisi Momin me 2 Aadatein kabhi Jama nahi ho sakti, 1) Kanjusi, 2) Burey Akhlaaq" - (Tirmizi, 1962) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबू सईद खुदरी (रज़ीअल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (सलल्लाहू अलैहि वसल्लम)…
- Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya - "Allah Ke Nazdeek Faraiz Ki Adaigi Ke Baad, Sabse Afzal Amal Musalman Ke Dil Me Khushi Dakhil Karna.." - (Tabranii Sharif)
- Be'adabi aur Jahalat Wali Baato Ka Anjaam ... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai - "Banda Ek (1) Baat Zubaan Se Nikaalta Hai Aur Uss Ke Mutalik Sochta Nahi (Ke Kitni Kufr Aur Be'adabi Ki Baat Hai) Jis Ki Wajah Se Wo Dozakh Ke Gherey Me Itni Door Gir Parta Hai Jitna Mashriq Se Magrib Door…
- Ilm Haasil Karna Har Musalmaan Par Farz Hai .... ♥ Al-Quraan: Allah Ta'ala Yakinan Unn Logon Ko Jo Tum Me Se Imaan Laaye, Aur Jinhone Ilm Haasil Kiya Unkey Darjaat Buland Kar Ke Rahega. - [Surat Al-Mujadila(58): Ayat-11] ♥ Isi Tarha Ilm Ki Ahmiyat Aur Fazilat Ke Talluk Se Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai - » Hadees: "Ilm…
- Mareez Ya Murde Ke Paas Khair Ki Baat Karna ♥ Mafhoom-e-Hadees: Umme Salma (RaziAllahu Anha) Se Riwayat Hai, Ke Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Bhi Tum Koyi Bimaar Mareez Ya Murde Ke Paas Jaoge, Tou Khair Ki Baat Karna, Kiyun Ki Tum Jo Kahoge, Uss Baat Ke Upar Farishte Ameen Kahete Hai.." - (Muslim Sharif) #…
- Ek Shakhs Ki Khairaat ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hain Ki, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai Ki - "Ek Shakhs Ne Kaha Ki Mai Khairaat Karunga! Chunanche, Jab Khairaat Ka Maal Leker Chala, Tou (Anjaane Me) Kisi Chor Ke Hath Me De Diya! Log Subah Ko Baatey Karne Lage Ki…
- Thoda Ilm Ziyada Ibadat Se Behtar Hai ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah-Bin-Umer (RaziAllahu Anhu) Se Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Thoda Ilm (Hasil Karna) Ziyada Ibadat Se Behtar Hai, Aur Insan Ke Fiqia Hone Ke Liye Allah Ki Ibadat Karna Hi Kaafi Hai Aur Insan Ke Jahil Hone Ke Liye Apni Raaye Ko Pasand Karna…
- Behtareen Tarika-e-Zindagi ..... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Zulm Qayamat Ke Roz Andheriyon Ki Shakal Me Hoga. - (Bukhari P:231 J:1) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Duniya Me Aise Raho Jaise Musaafir Ya Rasta Guzarne Wale. - (Bukhari P:949 J:2) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Woh Shakhs Jannat Me Nahi Jaayegaa Jiskaa Padosi Uski Izaaon Se Mehfooz Na Rahe. - (Bukhari P:889…
- Sabse Bada Gunaah ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Bakr (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Kya Mai Tumhe Sabse Bade Gunaah Ke Baare Me Khabar Na Du?" *Sahaba (RaziAllahu Anhu) Ne Arz Kiya - "Kyun Nahi, *Phir Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Allah Ke Saath Shirk…
- Allah ki zaat par bharosa karne wala kabhi Naqam nahi hota ۞ Bujurgane Deen Ke Aqwal ۞ 01). Allah ki Zaat par bharosa karne wala kabhi naqaam nahi hota. 02). Kisi ka Raaz talaash mat karo, maalum ho jaaye tou faash mat karo. 03). Musibat padne par Mout ki tamanna mat karo. 04). Achha Dost Allah ka tohfa hai. 05). Kisi…
- Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Irshaad Farmate Hain - "(Mardo Ne Nikah Ke Liye) Aurat Ki Talab Deen Ke Liye Hi Karni Chaahiye, Zamaal (Khubsurati) Ke Liye Nahi ! Iske Ma'ani (Matlab) Ye Hai Ke, Sirf Khubsurati Ke Liye Nikah Na Karein, Na Yeh Ke Khubsurati Dhundhe Hi Nahi.…
- Al-Quran: Neki aur Parhezgari ke kaamo me ek dusre ki madad… Al-Quran: 3-Nov: ❝Neki aur Parhezgari ke kaamo me ek dusre ki madad kiya karo. Surah Maida 5:2
- Khwab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Me .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Anas (RaziAllahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai". - [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith no. 118] ♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya - "Jab Tum Me Se Koi…
- Jhoote Nabion Aur Dajjalon Ka Zahoor .... ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Farmatey Hai Ke, Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Irshad Farmaya: "Qayamat Iss Waqt Tak Qayem Na Hogi Jab Tak Ke 30 Ke Qareeb Dajjal Aur Jhoote Na Zahir Ho Jayen Jin Me Se Har Ek Rasool Hone Ka Daawa Karega". - (Sahih Bukhari Kitab-Ul-Munaqib…
- Gaali Galoch aur Baddkalami Karne wala Allah ke Nazdeek… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki Rasool'Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki - "Do Shakhs Jab Gaali-Galoch Kare Tou Dono Ka Gunaah Usi Par Hoga Jo Ibtida (Shuruaat) Karega, Jab Tak Mazloom(Zulm Sehne Wala) Jiyadati Na Kare" - (Sahih Muslim) ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah (RaziAllahu Anhu)…
- Musalman Wo Hai Jiski Zubaan aur Haath Se Dusre Musalman… ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) Se Riwayat Hai Ki Rasoo'Allah (ﷺ) Ne Farmaya - "Musalman Wo Hai Jiski Zubaan Aur Haath Se Dusre Musalman Bachey Rahey Aur Muhajir Wo Hai Jo Unn Kaamo Ko Chor De Jinhe Allah Ta'ala Ne Manaa Farmaya.." - (Sahih al-Bukhari, 10) ♥ मफहूम-ऐ-हदीस: अबुद्ल्लाह…