۞ Hadees: Hazrat Abu Hurairah (Raziyallahu Anhu) se riwaayat hai ke, Nabi-e-Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya:
“Chhota bade ko Salaam kare, guzarne waala baithe hue ko Salaam kare aur thode aadmi zyaada aadmiyon ko Salaam Karein.”
More Hadees about SALAM
- Salam me pehal wo hi karta hai jo Allah se Qareeb ho.
- Salaam Me Pehal Karne Wala Ghamand Se Paak.
- Apne Darmiyan Salaam Ko Phailao.
- Salaam Allah Ke Naamo Me Se Ek Naam hai
- Behtar Aawaaz Me Salaam Kiya Karo
- Salaam karne ki Fazilat.
- Salaam Ka Charcha Karo aur Khana Khilao.
- Salaam Me Mukhtalif Lafzo Ke Mayne.
- Islam me Behtar Amal ye hai ke Tum Logo ko Khana Khilao aur Salam ko aam karo