Jo kuch duniya me hai wo lanat kiya hua hai siwaye Allah ke Zikr ke

✦ Roman Urdu ✦

♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se rivayat hai ki RasoolAllah (Sallallahu Alaihi wasallam) ne farmaya:
“Duniya maloon (yani lanat ki huyee ) hai aur jo kuch duniya mein hai wo bhi maloon hai , siwaye Allah Subhanahu ke zikr ke aur jisko Allah subhanahu pasand farmata hai (ya jo uske zikr ke liye mufeed ho) aur siwaye Aalim ke , aur ilm sikhne wale ke ( in sabke siwa jo bhi hai wo maloon hai)”
– (Sunan Ibn majah, Jild 3, 993-Hasan)


✦ हिंदी हदीस ✦

♥ मफहूम-ऐ-हदीस : रसूल अल्लाह (सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया
“दुनिया मलऊन (यानी लानत की हुई ) है और जो कुछ दुनिया में है वो भी मलऊन है , सिवाए अल्लाह सुबहानहु के ज़िक्र के और जिसको अल्लाह सुबहानहु पसंद फरमाता है (या जो उसके ज़िक्र के लिए मुफ़ीद हो) और सिवाए आलिम के, और इल्म सीखने वाले के ( इन सबके सिवा जो भी है वो मलऊन है)”
– (सुनन इब्न माजा, जिल्द 3, 993-हसन)


✦ English Hadith ✦

♥ Mafhum-e-Hadith: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said I heard the Messenger of Allah (ﷺ) saying:
“This world is cursed and what is in it is cursed, except the remembrance of Allah (zikr) and the one to whom Allah loves (or what is helpful to that) and the one who has knowledge and the one who acquires knowledge.”
– (Sunan Ibn Majah,Book 37, 4112-Hasan)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

Leave a Reply