Unn Gharo me Rehmat Ke Farishtey Dakhil nahi hotey

♥ Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Kuch Aahadees un gharo ke Talluk se jaha Rehmat ke Farishtey Dakhil Nahi hoti ,..

1). Qata Rahmi karne (yani Rishtedariyan todne) wale ka Ghar.
– (Al-Adab Al-Mufrad Al-Bukhari: 63) Grade: Da’if (Al-Albani)

2). Jis Ghar mein kutta ho.
– (Sahih Bukhari: 3225)

3). Jis Ghar mein Jandar Ki Tasaweer ya Murtiyan ho.
– (Sunan an-Nasa’i: 262)

4). Jis ghar mein Mausiqi aur Naach gane ka Saman ho.
– (Sunan an-Nasa’i: 5222)

5). Jis ghar mein Junbi ho (Yani aisa Shaks jo
Gusl Farz ho Jane ke baad bhi Gusul na kare.)

– (Sunan an-Nasa’i: 262)

You might also like

Leave a Reply

avatar