Sahih Muslim – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Sat, 25 Nov 2023 18:54:07 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Sahih Muslim – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Sood Khane aur Khilane wale par Lanat (Hadees) https://ummat-e-nabi.com/sood-khane-aur-khilane-wale-par-lanat/ https://ummat-e-nabi.com/sood-khane-aur-khilane-wale-par-lanat/#respond Sun, 13 Aug 2023 19:10:22 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=36319 Sood Khane aur Khilane wale par LanatHadees of the Day Sood Khane aur Khilane wale par Lanat RasoolAllah (ﷺ) ne Sood Khane wale, khilane wale, Likhne wale aur uske dono Gawaho par Lanat ki hai. Aur […]

The post Sood Khane aur Khilane wale par Lanat (Hadees) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Sood Khane aur Khilane wale par Lanat

RasoolAllah (ﷺ) ne

Sood Khane wale, khilane wale, Likhne wale aur uske
dono Gawaho par Lanat ki hai.

Aur farmaya: (Gunah me) yeh Sab barabar hai.

📕 Sahih Muslim; 1598, (4093)

The post Sood Khane aur Khilane wale par Lanat (Hadees) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sood-khane-aur-khilane-wale-par-lanat/feed/ 0 36319
Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam https://ummat-e-nabi.com/tijarat-me-jhoothi-qasam-khane-ka-anjaam/ https://ummat-e-nabi.com/tijarat-me-jhoothi-qasam-khane-ka-anjaam/#respond Tue, 30 May 2023 08:36:19 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=44373 Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka AnjaamHadees of the day Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Jhoothi Qasam ke Jarye apne samaan ki maang badhaane wale se qayamat ke […]

The post Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the day

Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Jhoothi Qasam ke Jarye apne samaan ki maang badhaane wale se qayamat ke din Allah Taala na baat karega aur na uski taraf Rehmat ki Nazar se dekhega.”

📕 Sahih Muslim, Hadees 106

The post Tijarat me Jhoothi Qasam Khane ka Anjaam appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/tijarat-me-jhoothi-qasam-khane-ka-anjaam/feed/ 0 44373
Har Shakhs ko uski Mout waali Kaifiyat me uthaya jayega https://ummat-e-nabi.com/har-shakhs-ko-uski-mout-waali-kaifiyat-me-uthaya-jayega/ https://ummat-e-nabi.com/har-shakhs-ko-uski-mout-waali-kaifiyat-me-uthaya-jayega/#respond Thu, 12 Jan 2023 17:50:13 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=42521 Har Shakhs ko usi Kaifiyat me uthaya jayega jis par usko mout aayi thi [Hadees - Sahih Muslim 2878(7232)]Hadees of the Day Har Shakhs ko uski Mout waali Kaifiyat me uthaya jayega Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Har Shakhs ko usi Kaifiyat me uthaya jayega jis par […]

The post Har Shakhs ko uski Mout waali Kaifiyat me uthaya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Har Shakhs ko uski Mout waali Kaifiyat me uthaya jayega

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Har Shakhs ko usi Kaifiyat me uthaya jayega jis par usko mout aayi thi.”

📕 Sahih Muslim 2878(7232)

The post Har Shakhs ko uski Mout waali Kaifiyat me uthaya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/har-shakhs-ko-uski-mout-waali-kaifiyat-me-uthaya-jayega/feed/ 0 42521
Peeth Piche Apne Bhai ke liye Duwa karne ka Faida https://ummat-e-nabi.com/peeth-piche-apne-bhai-ke-liye-duwa-karne-ka-faida/ https://ummat-e-nabi.com/peeth-piche-apne-bhai-ke-liye-duwa-karne-ka-faida/#respond Thu, 18 Aug 2022 00:43:29 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=40187 Hadees : Peeth Piche Apne Bhai ke liye Dua karne ka FaidaHadees of the Day Peeth Piche Apne Bhai ke liye Dua karne ka Faida RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: “Jis Shakhs ne Apne Bhai ke liye Uski Peeth piche Dua ki […]

The post Peeth Piche Apne Bhai ke liye Duwa karne ka Faida appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Peeth Piche Apne Bhai ke liye Dua karne ka Faida

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Jis Shakhs ne Apne Bhai ke liye Uski Peeth piche Dua ki tou jo Farishta uske Sath Muqarrar hai, Woh kehta hai: “Aameen! Tumhein bhi Uske Jaisa miley.”

📕 Sahih Muslim: 2732 (6928)

The post Peeth Piche Apne Bhai ke liye Duwa karne ka Faida appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/peeth-piche-apne-bhai-ke-liye-duwa-karne-ka-faida/feed/ 0 40187
बेचैनी की दुआ | Bechaini ki Dua https://ummat-e-nabi.com/bechaini-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/bechaini-ki-dua/#comments Sun, 17 Jul 2022 13:44:45 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=22138 Bechaini-ki-Dua-2 Allahu! Allahu! Rabbi la ushriku bihi shay’aaaBechaini ki Dua ❶ Allahu Allahu Rabbi laa ushriku bihi shai'an ❷ La ilaha illa anta subhanaka innee kuntu mina-zalimeen ...

The post बेचैनी की दुआ | Bechaini ki Dua appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

यूँ तो मुकम्मल कुरआन हमारे दिल को सुकून पोहचाता है,
लेकिनं इस पोस्ट में हम महज कुछ ही दुआओं का तज़किरा कर रहे है
जो बेचैनी और बेकरारी के इलाज के लिए
कुरआन व सुन्नत से मुफीद साबित है। 

बेचैनी की दुआ 1

Bechaini ki Dua-1
बेचैनी की दुआ ❶

لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ سُبْحَانَكَ إِنِّي كُنْتُ مِنَ الظّالِمِينَ

ला इलाह इल्ला अन्त सुब्हान-क इनी कुन्तु – मिनज्- जालिमीन

La ilaha illa anta subhanaka innee kuntu mina-zalimeen.

तेरे सिवा कोई भी इबादत के लायक़ नहीं, तू पाक है। बेशक मैं ही ज़ालिमों में से था।

📕 तिर्मज़ीः5/529, ह़दीस : 3505


बेचैनी की दुआ 2

Bechaini ki Dua 2
बेचैनी की दुआ ❷

اللَّهُ اللَّهُ رَبِّي لاَ أُشْرِكُ بِهِ شَيْئاً

Allahu! Allahu! 
Rabbi la ushriku bihi shay’aaa

अल्लाह, अल्लाह मेरा रब है, 
मैं उसके साथ किसी चीज़ को शरीक नहीं करता।

📕 अबू दीऊदः2/87, ह़दीस 1525
📕 इब्ने माजा: ह़दीस संख्याः 3882


बेचैनी की दुआ 3

Bechaini ki Dua 3
बेचैनी की दुआ ❸

اللَّهُمَّ رَحْمَتَكَ أَرْجُو، فَلاَ تَكِلْنِي إِلَى نَفْسِي
طَرْفَةَ عَيْنٍ، وَأَصْلِحْ لِي شَأْنِي كُلَّهُ، لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ

Allahumma rahmataka arjoo fala
takilnee ila nafsee tarfata AAayn,
wa-aslih lee sha/nee kullah,
la ilaha illa ant.

(ऐ अल्लाह! मैं तेरी रह़मत की आशा रखता हूं,
इस लिए तू मुझे पलक झपकने के बराबर भी
मेरे नफ़्स (आत्मा) के ह़वाले न कर और
मेरे लिए मेरे तमाम काम ठीक कर दे।
तेरे सिवा कोई इबादत के लायक़ नहीं।)

📕 अबू दाऊदः4/324, ह़दीस 5090,
📕 अह़मदः5/42


बेचैनी की दुआ 4

Bechaini ki Dua 4
बेचैनी की दुआ ❹

لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ الْعَظِيمُ الْحَلِيمُ، لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ الْعَرْشِ الْعَظِيمِ،
 لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ رَبُّ السَّمَوَاتِ وَرَبُّ الْأَرْضِ وَرَبُّ الْعَرْشِ الْكَرِيمِ

La ilaha illal-lahul-AAatheemul-haleem,
la ilaha illal-lahu rabbul-AAarshil-AAatheem,
la ilaha illal-lahu rabbus-samawati warabbul-ardi
warabbul-AAarshil-kareem.

(अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक़ नहीं। वह महान तथा सहनशील है।
अल्लाह के अलावा कोई इबादत के लायक़ नहीं, जो बड़े अर्श का रब है।
अल्लाह के सिवा कोई इबादत के लायक़ नहीं, जो आस्मानों का रब,
ज़मीन का रब और अर्शे करीम का रब है।)

📕 बुखारीः7/154, हदीस संख्याः6345
📕 मुस्लिमः4/2092,हदीस संख्याः2730

Read More:

The post बेचैनी की दुआ | Bechaini ki Dua appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/bechaini-ki-dua/feed/ 1 22138
Acchi Tarah Wuzu se Gunaah Nikal Jaate hai https://ummat-e-nabi.com/wazu-se-gunah-nikal-jate-hai/ https://ummat-e-nabi.com/wazu-se-gunah-nikal-jate-hai/#respond Wed, 06 Oct 2021 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=35507 Wazu se Gunah nikal jate haiHadees Of The Day Acchi Tarah Wuzu se Gunaah Nikal Jaate hai Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke – “Jo Shakhs Acchi Tarah Wuzu kare tou Uske Gunaah Badan […]

The post Acchi Tarah Wuzu se Gunaah Nikal Jaate hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Acchi Tarah Wuzu se Gunaah Nikal Jaate hai

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke –

“Jo Shakhs Acchi Tarah Wuzu kare tou Uske Gunaah Badan se Nikal Jaate hai Yahan tak ki Naakhuno ke Neeche se bhi Nikal Jaate hai.”

📕 Sahih Muslim: 245

The post Acchi Tarah Wuzu se Gunaah Nikal Jaate hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/wazu-se-gunah-nikal-jate-hai/feed/ 0 35507
Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare https://ummat-e-nabi.com/koi-momin-shohar-apni-biwi-se-nafrat-na-kare/ https://ummat-e-nabi.com/koi-momin-shohar-apni-biwi-se-nafrat-na-kare/#respond Thu, 30 Sep 2021 18:33:02 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=35481 Hadees Of The Day | 1 OctoberHadees Of The Day Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Koi momin Shohar apni kisi Momina Biwi se Nafrat na […]

The post Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

“Koi momin Shohar apni kisi Momina Biwi se Nafrat na kare. Agar Usey Biwi ki Ek Baat Napasand hogi tou Dusri Zaroor Pasand Aayegi.”

📕 Sahih Muslim: 3645

The post Koi Momin Shohar apni Biwi se Nafrat Na kare appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/koi-momin-shohar-apni-biwi-se-nafrat-na-kare/feed/ 0 35481
Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah Bazaar https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-nazdeek-sabse-napasandida-jagah-bazaar/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-nazdeek-sabse-napasandida-jagah-bazaar/#respond Mon, 27 Sep 2021 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=35315 Hadees: Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah bazarHadees Of The Day Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah Bazaar Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Allah ke Nazdeek (insani) Aabadiyon ka sabse Napasand Hissa unke Bazaar hai.“ […]

The post Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah Bazaar appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah Bazaar

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

“Allah ke Nazdeek (insani) Aabadiyon ka sabse Napasand Hissa unke Bazaar hai.

📕 Sahih Muslim: 671 (1528)

The post Allah ke Nazdeek Sabse Napasandida Jagah Bazaar appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-nazdeek-sabse-napasandida-jagah-bazaar/feed/ 0 35315
Allah bande ki Madad me Rehta hai https://ummat-e-nabi.com/allah-bande-ki-madad-me-rehta-hai/ https://ummat-e-nabi.com/allah-bande-ki-madad-me-rehta-hai/#respond Thu, 16 Sep 2021 11:38:38 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=34950 Hadees Of The Day | 16 SeptemberHadees Of The Day Allah bande ki Madad me Rehta hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Aur Allah Bande ki Madad Mein Rahta hai Jab tak Banda Apne Bhai ki […]

The post Allah bande ki Madad me Rehta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Allah bande ki Madad me Rehta hai

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Aur Allah Bande ki Madad Mein Rahta hai Jab tak Banda Apne Bhai ki Madad me Rahta hai..”

📕 Sahih Muslim : 2699

The post Allah bande ki Madad me Rehta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-bande-ki-madad-me-rehta-hai/feed/ 0 34950
Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai https://ummat-e-nabi.com/allah-tumhare-dil-aur-amal-ko-dekhta-hai/ https://ummat-e-nabi.com/allah-tumhare-dil-aur-amal-ko-dekhta-hai/#respond Sun, 12 Sep 2021 18:30:54 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=34942 Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta haiHadees Of The Day Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Beshaq Allah Ta’ala Tumhari Suraton aur Tumhare Malon ko Nahi Dekhta Balki Tumhare […]

The post Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai

RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya :

“Beshaq Allah Ta’ala Tumhari Suraton aur Tumhare Malon ko Nahi Dekhta Balki Tumhare Dilon aur Tumhare A’amaal ko Dekhta hai.”

📕 Sahih Muslim : 2564

The post Allah tumhare Dil aur Amal ko dekhta hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-tumhare-dil-aur-amal-ko-dekhta-hai/feed/ 0 34942
Barish hone ki Duayein | Dua for rain https://ummat-e-nabi.com/barish-hone-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/barish-hone-ki-dua/#comments Fri, 23 Jul 2021 23:04:34 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=22381 Barish hone ki Duayein [ Dua for rain ]Barish hone ki Duayein [ Dua for rain ] ❝ Allaahumma aghithnaa, Allaahumma aghithnaa, Allaahumma aghithnaa. ❞ Aye Allah! hum par baarish barsa, aye Allah! hum par baarish barsa, aye Allah! hum […]

The post Barish hone ki Duayein | Dua for rain appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Barish hone ki Duayein [ Dua for rain ]

❝ Allaahumma aghithnaa,
Allaahumma aghithnaa,
Allaahumma aghithnaa. ❞

Aye Allah! hum par baarish barsa,
aye Allah! hum par baarish barsa,
aye Allah! hum par baarish barsa.

(ऐ अल्लाह! हमें बारिश दे। ऐ अल्लाह! हमें बारिश दे। ऐ अल्लाह! हमें बारिश दे।)

📕 Sahih Bukhari:1014, Sahih Muslim:897


❝ Allahumma asqinaa ghaythan mugheethan maree’an maree’an naafian ghayra dhaarrin, aajilan ghayra aajilin. ❞

Aye Allah! humein aisi barish se sairaab kar jo madadgaar, khush gawaar, sar sabzo shaadaab nafa’ bakhsh, nuqsaan na dene waali, jald barasne waali der se barasne waali na ho.

(ऐ अल्लाह! हमें ऐसी बारिश अता कर जो मददगार, ख़ुशगवार, हरियाली लाने वाली और फ़ायदा पहुंचाने वाली हो, नुक़सान देने वाली न हो, जल्दी आने वाली हो न कि देर से आने वाली।)

📕 Abu Dawood:1169-Hasan,
📕 Mustadrak Hakim1/327 H:1222


Barish ki deegar Duayein

The post Barish hone ki Duayein | Dua for rain appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/barish-hone-ki-dua/feed/ 2 22381
Gadhe, Kutte aur Murghe ki aawaaz sun kar yeh dua kare https://ummat-e-nabi.com/gadhe-kutte-aur-murghe-ki-aawaaz-sun-kar-yeh-dua-kare/ https://ummat-e-nabi.com/gadhe-kutte-aur-murghe-ki-aawaaz-sun-kar-yeh-dua-kare/#respond Sat, 27 Jun 2020 18:30:24 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=22280 Hadees: Jab tum raat ko Kutte ke bhonkne aur Gadhhe ke henkne ki aawaaz✦ Gadhe ki aawaaz aur kutte ki bhonk sun kar yeh Dua kare ❝ أَعُوذُ بِاللهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ  ❞ 〘 Auzu Billahi Minash Shaitanir Rajim 〙 – (Allah ki […]

The post Gadhe, Kutte aur Murghe ki aawaaz sun kar yeh dua kare appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Gadhe ki aawaaz aur kutte ki bhonk sun kar yeh Dua kare

أَعُوذُ بِاللهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ  ❞

Auzu Billahi Minash Shaitanir Rajim

– (Allah ki Panah Mangta/Mangti hu Shaitan Mardud ke Sharr se)

     📕 Sahih Bukhari:6115
📕 Sahih Muslim:2610


✦ Raat me Kutte bhonkte waqt ki dua

۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:

“Jab tum raat ko Kutte ke bhonkne aur Gadhhe ke henkne ki aawaaz suno to us’se Allah ki panaah talab karo kyun ke woh aisi cheez ko dekhte hai jo tum nahin dekh sakte”

     📕 Sunan Abu Dawood:5103,
     📕 Musnad Ahmad: 3/306


✦ Murghe ki aawaaz sun kar yeh dua kare

۞ Hadees: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya: “Jab tum Murghe ki Aawaz suno to ALLAH se uske fazl ka sawaal karo, aur kaho.

اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ مِنْ فَضْلِكَ

Allaahumma innee as’aluka min fazlik

Aye Allah! main tujh se tere fazl ka sawaal karta hoon. (kyun ke usne farishtah dekha hai.)

     📕 Sahih Bukhari: 3303

۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

The post Gadhe, Kutte aur Murghe ki aawaaz sun kar yeh dua kare appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/gadhe-kutte-aur-murghe-ki-aawaaz-sun-kar-yeh-dua-kare/feed/ 0 22280
Jannat ka Khazana: La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/ https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/#comments Sat, 05 Oct 2019 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/ Laa Hawla Wa Laa Quwwata illa Billah Hindi۞ Hadees: Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Kya Main tumhein Jannat ke khazano mein se ek khazana batlaau ?” Maine […]

The post Jannat ka Khazana: La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hadees: Abu Musa Ashari (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya: “Kya Main tumhein Jannat ke khazano mein se ek khazana batlaau ?” Maine kaha (Zarur) batalaiyye.

Aap (ﷺ) ne farmaya , Laa Hawla Wa Laa Quwwata illa Billah‘ (Allah ki Madad ke bagair Gunah se bachne ki taqat aur Neki karne ki Quwwat nahi.)

📕 Sahih Muslim, Jild 6, Hadith.6868

Ek aur riwayat me aata hai ke:
“Ye Kalma 99 Bimaariyo ki Dawa hai.’ Jis me se halki Bimaari Ranj-o-Gam aur Pareshani iss ko padhne se door ho jaati hai.”

📕 Tirmizi Shareef

La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem

Tarjuma: Koi Quwat nahi bachaane waali siwaye Allah ke jo Azeem-tar hai

✦ ADAB: La Houla Wala pura parhana hi behtar hai, kyunki iska aadha padhna Allah ke Qudrat ki naframani hai jaise “La Houla Wala Quwa’ta” yaani koi Kuwwat nahi bachane waali. Lihaza humesha parhe tou pura kalma hi padhe. Kyunki wo Quwwat (Allah) hai bachane waali jo har cheez par qaadir hai jo Azeem-tar hai.

The post Jannat ka Khazana: La Houla Wala Quwa’ta Illa Billah Hil Ali Yel Azeem appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jannat-ka-khazana-la-houla-wala-quwata/feed/ 1 16107
Zikr Azkar ki Fazilat https://ummat-e-nabi.com/zikr-azkar-ki-fazilat/ https://ummat-e-nabi.com/zikr-azkar-ki-fazilat/#respond Sun, 15 Sep 2019 05:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ka-zikr-karnewalo-ki-fazilat/ Zikr Azkar ki fazilatZikr ki Fazilat Quran me Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai: Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.❞ [Al-Baqra:2:152] […]

The post Zikr Azkar ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Zikr ki Fazilat Quran me

Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:

  1. Isliye tum mera zikr karo main bhi tumhe yaad karunga, meri Shukr Guzari karo aur Nashukri se bacho.[Al-Baqra:2:152]

  2. Aye emaan waalo! Allah Ta’ala ka bahut ziyada zikr karo. [Al-Ahzaab: 22:41]

  3. Aur Allah Ta’ala ko ziyada yaad karne wale mard aur bahut ziyada yaad karne wali aurtain, Allah Ta’ala ne un ke liye maghfirat aur ajr-e-azeem tayyaar kar rakkha hai. [Al-Ahzaab 22:35]

  4. Aye insaan! Apne Rab ko apne dil mein aajzi aur khauf ke saath aur buland aawaaz ki nisbat past (dhimi) aawaaz ke sath subh-o-shaam yaad kar aur ghaafilon mein se na ho jana. [AI-A’raaf 7:205]


Zikr ki Fazilat Aahadees ki roshni me

۞ Hadees:Us shakhs ki misaal jo apne Rab ko yaad karta hai aur us shakhs ki misaal jo apne Rab ko yaad nahin karta, zinda aur murda ki tarah hai.

📕 Bukhari: 6407, Sahih Muslim:779

۞ Hadees: Aap (ﷺ)ne farmaya: “kya main tumhen tumhare aamaal mein se behtareen (amal) ke baare mein na bataoun, jo tumhare maalik ke nazdeek pakeezah tareen, tumhare darjaat me buland tareen, tumhare liye sona chandi kharch karne se achchha aur tumhare liye iss baat se bhi behtar ki tum apne dushman se aamna saamna karo to tum un logon ki gardanein maaro aur woh tumhaari gardanein maar le. Sahaaba (R.A) ne kaha: “Kyun nahin!” Aap (ﷺ) ne farmaya “Allah Ta’ala ka zikr.

📕 Tirmizi : 2377, Ibne Majah: 7390

۞ Hadees: Aap (ﷺ) ne farmaya: Allah Ta’ala farmata hain: “Main apne baare mein apne bande ke gumaan ke mutaabiq hoon, jab woh mujhe yaad karta hai tou main us ke saath hota hoon. agar woh mujhe apne dil mein yaad karta hai tou main use apne dil mein yaad karta hoon, agar mujhe kisi jama’at mein yaad karta hai tou main usey us’se behtareen jama’at me yaad karta hoon, agar woh baalisht bhar mere qareeb aaye tou main ek haath uske qareeb aata hoon. agar woh ek haath (ke faasle baraabar) mere qareeb aaye tou main do haath (phailane ke faasle ke baraabar) uske qareeb aata hun, agar woh chlata huwa mere paas aaye tou main daudta huwa uske paas aata hoon.

📕 Sahih Bukhari: 7405, Sahih Muslim: 2675

۞ Hadees: Abdullah bin Busr se marvi hai ke ek aadmi ne kahaa: “Aye Allah ke Rasool(ﷺ)! mujh par islaam ke ahkamaat bahut ziyaadah ho chuke hain, Aap mujhe kisi aise amal ke baare mein bataiye jis par main mazbooti se (mustaqil mizaaji ke saath) amal kar sakun. Aap(ﷺ) ne farmaaya: “tumhaari zabaan hamesha Allah ke zikr se tar rahe.

📕 Sunan Tirmizi:3375, Ibne Majah:3793

۞ Hadees: Aap (ﷺ) ne farmaaya:
“Jis shakhs ne kitabullah se ek harf padha, uske liye uske badle mein ek neki hai, aur ek apne jaise dus nekiyon ke baraabar hai (ya’ni dus guna ajar milega) Main nahin kahta ki Alif ek harf hai lekin alif ek harf hai laam ek harf hai aur meem ek harf hai.

📕 Sunan Tirmizi: 2910

۞ Hadees: Uqbah bin Aamir (R.A) se marvi hai unhon ne kaha ki hum safar mein the, Rasool (ﷺ) baahar aaye aur farmaya:
“tum mein se kaun hai jise pasand ho ki woh bathaan ya Aqeeq (do wadiyon ke naam) ki taraf savere jaye aur bade bade kuhaanon wali do ountniyan baghair gunah kiye aur baghair qata’ rahmi ke liye aaye. hum ne kaha aye Allah ke Rasool (ﷺ)! hum sab yeh baat pasand karte hain. Aap (ﷺ) ne farmaya: “kya tum mein se koyi shakhs aisa nahin jo subah savere masjid ki taraf aaye aur Allah azzawajal ki kitab ki do aayaat seekhe ya padhe yeh uske liye do ountniyon se behtar hai aur teen aayaat teen ountniyon se behtar hain aur chaar aayaat chaar ountniyon se behtar hain,aur jitni hi aayaat hongi utni hi ountniyon se behtar hain.

📕 Sahih Muslim 803

۞ Hadees: Jo shakhs kisi jagah baithha aur wahan usne Allah ka zikr nahin kiya to woh jagah Allah ki taraf se uske liye ba’yise nuqsaan (ghabrahat wa parishani) hogi aur jo shakhs kisi jagah leta jahan usne Allah ka zikr nahin kiya to woh jagah us ke liye Allah ki taraf se uske liye ba’yise nuqsaanfghabrahat wa parishani) hogi.

📕 Sunan Abu Dowood:4856

۞ Hadees: Jo qaum kisi aisi majlis se uthhti hai jis men unhon ne Allah ka zikr nahin kiya hota to gadhe ki sadi huyi laash jaisi cheez se uthhti hai aur yeh majlis unke liye ba’yise hasrat hogi.

📕 Sahih Abu Dawood:4855, Musnad Ahmed: 2/224


۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

The post Zikr Azkar ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zikr-azkar-ki-fazilat/feed/ 0 16216
Nikah ki Mubarakbaad dene ki Dua – Dua for blessings in marriage https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/#respond Tue, 11 Dec 2018 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/ Dua for blessings in marriageNikah karne wale ke liye Dua ۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) jab kisi ko Nikah ki Mubarak-Baad detey tou ye Dua kehte: بَارَكَ اللّهُ […]

The post Nikah ki Mubarakbaad dene ki Dua – Dua for blessings in marriage appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Nikah karne wale ke liye Dua

۞ Hadees: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki,
Rasool’Allah (ﷺ) jab kisi ko Nikah ki Mubarak-Baad detey tou ye Dua kehte: بَارَكَ اللّهُ لَكَ وَبَارَكَ عَلَيكَ وَجَمَعَ بَينَكُمَا فِى خَيرٍ

Barak’Allahu Laka Wa Barak Alaik Wa Jama’aa Baynakuma Fi Khairin.

[ Allah tumko barqat de aur tum par barkat nazil kare aur tum dono ko bhalayi ki taufiq dey | (अल्लाह तुमको बरकत दे और तुम पर बरकत नाज़िल करे और तुम दोनों को भलाई की तौफीक दे | May Allah bless for you, and may He bless on you, and combine both of you in good (works). ]

📕 Sunan Abu Dawood 2130, Hadith 85


Shadi karne aur Sawari kharidne wale ke liye Dua

۞ Hadees: Nabi kareem (ﷺ) ne farmaya:
jab tum mein se koi shakhs shaadi kare ya khaadimah khareede to woh yeh kahe:

Allaahumma innee as a’luka khyrahaa wa khayra maa jabaltahaa alayhi wa a’oozu bika min sharrihaa wa sharri ntaa iabaltahaa alayhi.

Aye Allah! main tujh se iski bhalayi aur jis par ise paidah kiya gaya uski bhalayi ka sawaal karta hoon, aur main iske sharr aur jis par isey paida kiya gaya hai uske sharr se teri panaah maangta hoon. jab koi ount khareede to uski kohaan ko pakad yahi kahe.

📕 Sunan Abu Dawood:2160-Hasan,
📕 Sunan Ibne Majah:1918, 2252,
📕 Mustadrak Hakim:2/185.


Biwi se Humbistari ki Dua

Bismil-lah, allahumma jannibnash-shaytan, wajannibish-shaytana ma razaqtana.

Allah ke naam ke saath, Aye Allah! humen shaitaan se bachaa aur
jo tu humein ataa kare usey bhi shaitaan se bacha.

📕 Sahih Bukhari.6115,
📕 Sahih Muslim, Kitabui Bir Wasilah: 2610

۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

The post Nikah ki Mubarakbaad dene ki Dua – Dua for blessings in marriage appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/shadi-ki-mubarak-baad-dene-ki-dua/feed/ 0 16728
Ghusse ko Qabu me Karne ka Nabvi Tarika (Gusse ko Qabu karne ki Dua) https://ummat-e-nabi.com/ghusse-ko-qabu-me-karne-ka-nabvi-tarika/ https://ummat-e-nabi.com/ghusse-ko-qabu-me-karne-ka-nabvi-tarika/#respond Wed, 17 Oct 2018 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/ghusse-ko-qabu-me-karne-ka-nabvi-tarika/ Gusse ko Qabu karne ki Dua✦ Hadees: Gusse ko Qabu karne ki Dua ✦ Sulaiman bin Sard (R.A.) ne bayan kiya ki Main RasoolAllah (ﷺ) ki khidmat mein baitha hua tha aur qareeb hi do […]

The post Ghusse ko Qabu me Karne ka Nabvi Tarika (Gusse ko Qabu karne ki Dua) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Hadees: Gusse ko Qabu karne ki Dua ✦

Sulaiman bin Sard (R.A.) ne bayan kiya ki Main RasoolAllah (ﷺ) ki khidmat mein baitha hua tha aur qareeb hi do aadmi aapas mein Gaali Galoch kar rahe they ki ek shakhs ka munh surkh (laal) ho gaya aur gardan ki ragein phool gayeen. RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki mujhe ek aisa kalima maloom hai ki agar ye (koi bhi) Shakhs usko padh le to is ka gussa jata rahe ga.

أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ

Auzubillahi Min Ash-Shaitanirrajeem

# Tarjuma: Main panah mein aata hu Allah ki shaitan mardud se

📕 Sahih Muslim; Jild 6, 6648 © www.ummat-e-nabi.com/home


Jab tum Quran padhne lago to Shaitan mardood se Allah ki panah me aa jaya karo (yani pahle Auzubillahi-Minash-shaitanirrajeem padh liya karo)

📕 Al-Quran; Surah An-Nahal 16:98 © www.ummat-e-nabi.com/home


✦ Urdu Hadees ✦

سلیمان بن صرد رضی اللہ عنہ نے بیان کیا کہ میں نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں بیٹھا ہوا تھا اور ( قریب ہی ) دو آدمی آپس میں گالی گلوچ کر رہے تھے کہ ایک شخص کا منہ سرخ ہو گیا اور گردن کی رگیں پھول گئیں ۔ آنحضرت صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ مجھے ایک ایسا کلمہ معلوم ہے کہ اگر یہ شخص اسے پڑھ لے تو اس کا غصہ جاتا رہے گا

*أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيم*ِ ‏
( ترجمہ ) ” میں پناہ میں آتا ہوں اللہ کی شیطان مردود سے
صحیح مسلم جلد ٦ / ٦٦٤٨

اور جب تم قرآن پڑھنے لگو تو شیطان مردود سے پناہ مانگ لیا کرو
سورة النحل (١٦) آیت ٩٨


✦ हिंदी हदिस : गुस्से को काबू करने की दुआ ✦

सुलेमान बिन शर्द रदी अल्लाहू अन्हु ने बयान किया की रसूल-अल्लाह (ﷺ) की खिदमत में बैठा हुआ था और क़रीब ही दो आदमी आपस में गाली गलोच कर रहे थे की एक शख्स का मुँह सुर्ख (लाल) हो गया और गर्दन की रगें फूल गयी रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया की मुझे एक ऐसा कलमा मालूम है की अगर ये शख्स (या कोई और) उसको पढ़ ले तो इस का गुस्सा जाता रहेगा:

أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ

आऊज़ुबिल्लाहि मीन अशशैतानीर्रजिम

#तर्जुमा: मैं पनाह में आता हूँ अल्लाह की शैतान मरदूद से

सही मुस्लिम, जिल्द 6, 6648 © www.ummat-e-nabi.com/home


जब तुम क़ुरान पढ़ने लगो तो शैतान मरदूद से अल्लाह की पनाह में आ जाया करो (यानी पहले आऊज़ूबिल्लाही -मिनअश-शैतानिर्रजिम पढ़ लिया करो)

📕 सुरह अन-नहल 16:98 © www.ummat-e-nabi.com/home


✦ English Hadith: Dua for Control Anger ✦

Narrated Sulaiman bin Surd (R.A.) While I was sitting in the company of the Prophet (ﷺ) , two men abused each other and the face of one of them became red with anger, and his jugular veins swelled (i.e. he became furious). On that the Prophet (ﷺ) said, “I know a word, the saying of which will cause him to relax and all is anger will go away.”

أَعُوذُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ

Auzubillahi Min Ash-Shaitanirrajeem

#Translation: I seek Refuge with Allah from Satan the accursed

📕 Sahih Muslim, Book 32, Hadith 6317 © www.ummat-e-nabi.com/home


❝ When you want to recite the Qur’an, seek refuge with Allah from Shaitan (Satan), the cursed one. (by saying Auzubillahi Minash-shaitanirrajeem) ❞

📕 Al-Quran; Surah An-Nahal 16:98 © www.ummat-e-nabi.com/home

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

۞ Dua list ۞

Wazu se pahle aur baad ke azkaar


Namaz ki Duaien

  • Dua-e-lstaftaah
  • Qunoot-e-witr ki duayein
  • Namaaz-e-witr se salaam pherne ke baad azkaar
  • Qunoot-e-Naazilah
  • Suratul Faatiha
  • Ruku1 ki duayein
  • Ruku1 se uthhne ki dua
  • Ruku1 ke baad qiyaam ke azkaar
  • Sajdah ki Fazeelat
  • Sajde ki duayein
  • Jalsaye istarahat (do sajdon ke darmiyaan) ki duayen
  • Tashahhud
  • Nabi kareem par darood padhna
  • Durood Shareef padhne ki fazeelat
  • Salaam pherne se pahle Aakhir Tashahud ke baad ki Dua
  • Salaam pherne ke baad ke Azkaar
  • Fajr aur Maghrib ki namaaz ke baad ki duayein


  • Shaam ke Azkaar
  • Sote waqt ke Azkaar
  • Raat pahlu badalte waqt ki dua
  • Bura khwab dekhne wala kya kahe?


Khane peene ke waqt ki Duayein

  • Khana khate waqt ki dua
  • Khana khane se faarigh hone ki duayein
  • Khaaa khilaane wale ke liye dua
  • Jo shakhs kuchh khilaye pilaye uske liye dua


Safar ki duayein


Masaayib-o-Mushkilaat se Najaat Paane ke Azkaar

  • Namaze-lstekharah
  • Jise Museebat pahunche uski dua
  • Jis par koi mushkil aan pade uske liye dua
  • Kasrat-e-Durood ki Barkat-o-taaseer
  • Shaitani yalghar se bachne ke Azkaar
  • Qalbi wasawis ke tod ki dua
  • Dushman se bachao aur Dauran-e-Jung ke Azkar
  • Dushman ke liye bad dua
  • Dushman par ghalbah pane bughz-o-keenah se bachne ki dua


Qarz ke talluk se Dua



Munasibat par Masnoon duayein


Mutafarriq Duayein


Qur’ani duayein

  • Aadam (A.S) ki dua
  • Ibraheem (A.S.) ki duayein
  • Sulaimaan (A.S.) ka Izhaar-e-Tashakkur
  • Yunus (A.S.) ki dua
  • Ayyub (A.S.) ki dua
  • Yaqoob (A.S.) ki dua
  • Yusuf (A.S.) ki dua
  • Moosa (A.S.) ki dua
  • Ashab-e-kahf ki dua
  • Nabi Kareem(ﷺ) ki Zubaan-e-aqdas par kasrat se rahne wali dua
  • Surah Baqrah ki aakhri ayat ki duayein
  • Eman par sabit qadam rahne ki dua
  • Ibaadur Rehmaan ki duayein
  • Guzishta Musalmano ke liye momineen ki dua
  • Ahl-e-Taqwa ki dua
  • Ahl-e-Emaan ki dua
  • Istaghfaar ki fazeelat

The post Ghusse ko Qabu me Karne ka Nabvi Tarika (Gusse ko Qabu karne ki Dua) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ghusse-ko-qabu-me-karne-ka-nabvi-tarika/feed/ 0 17144
Azan ke Azkar aur Jawab https://ummat-e-nabi.com/azaan-ka-jawab-kaise-de/ https://ummat-e-nabi.com/azaan-ka-jawab-kaise-de/#respond Mon, 24 Jun 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/azaan-ka-jawab-kaise-de/ Azan ke azkar aur jawab۞ Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) hai ke, “Jab Moazzin ko Azan kehte Suno tou jo wo kehta hai tum bhi kaho (Yaani Azan ka Jawab do).” 📕 Sunan […]

The post Azan ke Azkar aur Jawab appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Hadees: Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihay Wasallam) hai ke,

Jab Moazzin ko Azan kehte Suno tou jo wo kehta hai tum bhi kaho (Yaani Azan ka Jawab do).”

📕 Sunan Ibne Majah, Hadees 718


• Azan ka Jawab Iss Tarah Dey.

Azan : Allahhu Akbar, Allahu Akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar

Azan : Allahhu Akbar, Allahu Akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar

Azan : Ash Hadu Al Lailaha Illallah
Jawab : Ash Hadu Al Lailaha Illallah

Azan : Ash Hadu Al Lailaha Illallah
Jawab : Ash Hadu Al Lailaha Illallah

Azan : Ash Hadu Anna Muhammadur Rasulallah
Jawab : Ash Hadu Anna Muhammadur Rasulallah (Sallallahu Alyhi Wasallam)

Azan : Ash Hadu Anna Muhammadur Rasulallah
Jawab : Ash Hadu Anna Muhammadur Rasulallah (Sallallahu Alyhi Wsallam)

Azan : Hayya Alas Salah
Jawab : La Hawla Wala Kuwwata Illa Billa Hil Aliyil Azim

Azan : Hayya Alas Salah
Jawab : La Hawla Wala Kuwwata Illa Billa Hil Aliyil Azim

Azan : Hayya Alal Falah
Jawab : La Hawla Wala Kuwwata Illa Billa Hil Aliyil Azim

Azan : Hayya Alal Falah
Jawab : La Hawla Wala Kuwwata Illa Billa Hil Aliyil Azim

Azan : Allahhu Akbar, Allahu Akbar
Jawab : Allahhu Akbar, Allahu Akbar

Azan : Lailaha Illallah
Jawab : Lailaha Illallah


Azaan sunne wala muazzin ke jawaab mein wahi kalimaat kahe jo woh kah rahaa hai.
Hayya ‘alas-Salaah (Aao Namaz ki taraf) [Sahih Bukhari:611, Sahih Muslim:383]

Hayya ‘alas-Falaah (Aao kaamiyaabi ki taraf ke jawaab mein)
Laa hawla wa laa quwwata ilia billahi. (Allah ki taufeeq wa madad ke baghair kisi gunah se bachne ki taqat aur koyi neki karne ki quwwat nahin) kahe. [Sahih Sunan Abu Dawood, Kitabussiyaam: 2357]

phir yeh kahe:

❝ Ash-hadu al laa ilaaha illallaahu wahdahu laa shareeka lalhu wa anna Muhammadan ’abduhu wa Rasooluhu. Radheetu billaahi Rabban, wa bi Muhammadin Rasoolan wa bi Islami deena. ❞

(Main gawahi deta hoon ke Allah ke elaawah koi sachcha mabood nahin woh akela hai uska koi shareek nahin aur bil yaqeen Muhammad uske bande aur uske Rasool hain) main Allah ke Rab hone, Muhammad (ﷺ) ke Rasool hone aur Islam ke deen hone par raazi huwa.)

📕 Hasan, Sunan Abu Dawood: 3854,
📕 Sunan Ibne Majah: 2747, Musnad Ahmad:3/118

The post Azan ke Azkar aur Jawab appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/azaan-ka-jawab-kaise-de/feed/ 0 16397