Khauf – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Sat, 25 Nov 2023 18:59:07 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Khauf – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Musalman ki Misaal Samundar ke Jhag jaisi hogi https://ummat-e-nabi.com/musalman-ki-misaal-samundar-ke-jhag-jaisi-hogi/ https://ummat-e-nabi.com/musalman-ki-misaal-samundar-ke-jhag-jaisi-hogi/#respond Wed, 13 Sep 2023 15:55:03 +0000 https://ummat-e-nabi.com/deen-se-doori-halaqat-ka-sabab-banegi/ Musalman ki Misaal Samundar ke Jhaag jaisi hogiHadees of the Day Musalman ki Misaal Samundar ke Jhag jaisi hogi Hazrate Soban (R.A) Se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Qareeb hai ki Dusri Qaumein Tum […]

The post Musalman ki Misaal Samundar ke Jhag jaisi hogi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Musalman ki Misaal Samundar ke Jhag jaisi hogi

Hazrate Soban (R.A) Se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Qareeb hai ki Dusri Qaumein Tum par Aisee Toot Parhegi Jaisa bhuka Khane par Toot parhta hai.”

Kisi ne Arz kiya –
“Ya RasoolAllah (ﷺ) Kya Hum Uss Waqt Bahoot kum Hongey ?”

Farmaya ki:
“Nahi Balki Tum Uss Zamaney me Bahoot Ziyada Hongey, Lekin Tum Sailab (Ya Samundar) ke Upar Tairtey huye Koodey kachrey (Ya Jhaag) ki tarah Hongey aur Allah Subhanahu Ta’ala Tumhare Dushmano ke Seeney se Tumhara khauf aur Ruaab nikal dega aur Allah Tumharey seeno me Wahan daal dega.”

Kisi ne Pucha :
“Ya RasoolAllah (ﷺ)! Wahan Kya Cheez hai?”

Tou Aap ﷺ ne farmaya:
“Duniya se Muhabbat aur Mout (Aakhirat) ko Napasand karna.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 892

Allah Rabbul Izzat hum sabko kehne sunne se jyada amal ki taufiq de.
Ameen Summa Ameen.

The post Musalman ki Misaal Samundar ke Jhag jaisi hogi appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/musalman-ki-misaal-samundar-ke-jhag-jaisi-hogi/feed/ 0 16569
Qarzdar ko mohlat do ya Qarz muaf kar do https://ummat-e-nabi.com/karzdar-ko-mohlat-do/ https://ummat-e-nabi.com/karzdar-ko-mohlat-do/#respond Wed, 26 Jul 2023 18:12:14 +0000 https://ummat-e-nabi.com/karzdar-ko-mohlat-do/ Qarzdar ko mohlat do ya Qarz muaf kar do HadeesHadees of the Day Tangdast ko Muaf kar diya karo Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,Nabi-e-Kareem ((ﷺ) ne farmaya – “Ek shakhs (zamane-e-guzistah me) logo ko Udhaar(Qarz) diya karta […]

The post Qarzdar ko mohlat do ya Qarz muaf kar do appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Tangdast ko Muaf kar diya karo

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki,
Nabi-e-Kareem ((ﷺ) ne farmaya –

“Ek shakhs (zamane-e-guzistah me) logo ko Udhaar(Qarz) diya karta tha, woh apne ghulaam ko kaha karta kisi tangdast madiun(Karz lene wale) ke paas jana, usko muaf kar dena, uss ummid par ki Allah hum ko muaf kar de, jab uska inteqal ho gaya tou Allah Ta’ala ne usko muaf kar diya.”

📕 Sahih Bukhari, Hadees 3480


Qarzdar ko mohlat do ya Qarz muaf kar do !

Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmate hai –

“Jis Shakhs ko ye baat pasand ho ke Allah Ta’ala usey Qayamat ke din ghum aur ghutan se bachaye tou usey chahiye ke tangdast qarzdar ko mohlat de ya qarz ka bojh uske upar se utar de (yaani qarz muaf kar de ya uski taraf se ada kar de).”

📕 Muslim Sharif

The post Qarzdar ko mohlat do ya Qarz muaf kar do appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/karzdar-ko-mohlat-do/feed/ 0 16168
3. जिल हिज्जा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा https://ummat-e-nabi.com/3-zil-hajj/ https://ummat-e-nabi.com/3-zil-hajj/#respond Wed, 21 Jun 2023 05:16:44 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=33562 3 Zil Hijjah जिल हिज्जासीरत - इमाम बुखारी (रहमतुल्लाहि अलैहि), अल्लाह की कुदरत - हीरा और कोयला, एक फर्ज - शौहर के भाइयों से पर्दा करना, जमीन नाहक लेने का अज़ाब, सब से ज़ियादा खौफ़ की चीज़ …

The post 3. जिल हिज्जा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

3. जिल हिज्जा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा
3. Zil Hijjah | Sirf Paanch Minute ka Madarsa

1. इस्लामी तारीख

इमाम बुखारी (रहमतुल्लाहि अलैहि)

आप का नाम मुहम्मद और वालिद का नाम इस्माईल, आप बुखारा के रहने वाले थे, आप की पैदाइश इसी शहर में १३ शाबान सन १९४ हिजरी में हुई।

बचपन ही में आप के वालिदे मोहतरम का साया सरसे उठ गया और तालीम व तरबियत के लिये सिर्फ़ वालिदा का सहारा रह गया, बचपन ही में उनकी बीनाई चली गई थी, वालिदा को बहुत सदमा था और बारगाहे इलाही में आह व जारी करती थीं, एक रात हज़रत इब्राहीम को ख्वाब में देखा, फरमा रहे थे के तेरी दुआ कबूल हुई, सुबह देखा तो बेटे की आँखों में रोश्नी लौट आई थी, आप बड़े जहीन व फ़तीन थे, बचपन ही से हदीस सुनने का बेइन्तेहा शौक था।

इस के लिये बहुत सारे ममालिक का सफ़र किया, कोई हदीस सुनते तो फ़ौरन याद कर लेते। चुनान्चे खुद फ़र्माते थे के मुझे एक लाख सही अहादीस और दो लाख इसके अलावा याद हैं। इसी शौक व जज्बे की बिना पर अल्लाह तआला ने आपको वह दिन दिखाया के लोग आपको अमीरुल मोमिनीन फ़िलहदीस के लकब से याद करने लगे।

आपने तकरीबन २३ किताबें लिखीं हैं, जिनमें सबसे बुलन्द पाया तसनीफ़ “सही बुखारी” है। आप ने इस किताब को लिखने में तकवा व तहारत का बेइन्तेहा एहतमाम किया के जब एक हदीस लिखने का इरादा फरमाते तो पहले गुस्ल करते, दो रकात नमाज पढ़ते फिर उसके बाद एक हदीस तहरीर फ़र्माते, इसी तरह सोला साल की मुदत में यह किताब मुकम्मल हुई, जिसको असहहुल कुतुब बाद किताबिल्लाह का दर्जा हासिल हुआ, और यह अहादीस के जखीरों में सब से ज़ियादा सही तरीन किताब मानी गई है।

इमाम बुखारी ने १० शव्वाल सन २५६ हिजरी में बाद नमाजे इशा इन्तेकाल फर्माया।


2. अल्लाह की कुदरत

हीरा और कोयला

अल्लाह तआला की कुदरत देखिए उसने ज़मीन के अंदर बहुत सी धातू पैदा कर दी है, उनमें से पत्थर की शक्ल में हीरा और कोयला भी निकलता है।

साइंसदानों का कहना है के हीरा और कोयला एक ही जिन्स की दो अलग अलग शक्लें हैं, मगर वह हकीकत में कार्बन हैं।

सुभानअल्लाह ! वह कौनसी ज़ात है जो कार्बन जैसी चीज़ को कभी हीरे की शक्ल दे कर रौशन और चमकदार बना देती है और कभी कोयला की शक्ल दे कर उसे सियाह और बदसूरत बना देती है।

यकीनन वह अल्लाह ही की जात है जो एक जिन्स की चीज़ों को मुख्तलिफ़ शक्लों में तब्दील कर देती है।

📕 इब्ने हिबान : १४९०, अन नौफल बिन मुआविया (र.अ)


3. एक फर्ज के बारे में

शौहर के भाइयों से पर्दा करना

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया :

ना महरम” औरतों के पास आने जाने से बचो ! एक अन्सारी सहाबी ने अर्ज़ किया : देवर के बारे में आप क्या फ़र्माते हैं? तो आप (ﷺ) ने फ़रमाया : “देवर तो (तुम्हारे लिए) मौत है” (यानी जिस तरह मौत से डरा जाता है, उसी तरह शौहर के भाइयों से डरना चाहिए और पर्दे का एहतमाम करना चाहिए)।

📕 बूखारी : ५२३२


4. एक सुन्नत के बारे में

रुकू में हाथों को गुठनों पर रखना

रसूलुल्लाह (ﷺ) रूकू फ़र्माते, तो अपने हाथों को घुठनों पर रखते ऐसा लगता था जैसे उन को पकड़ा रखा हो और दोनों हाथों को मोड़ कर पहलुओं से अलग रखते थे।

📕  तिर्मिजी: १६०


5. एक अहेम अमल की फजीलत

खाना-ए-काबा को देख कर दुआ मांगना

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़र्माया :

“चार मौकों पर आसमान के दरवाज़े खोल दिए जाते हैं और दुआ कबूल होती है, उनमें से एक काबा शरीफ़ पर नजर पड़ते वक्त (दुआ करना) है।”

📕 बैहक़ी फिस्सुननिल कुबरा : ३/३६०

फायदा : सबसे पहले काबा पर जहां से नज़र पड़ जाए, हाथ उठाए फ़िर दुआ मांगे, क्यों कि यह दुआ की कबूलियत का खास वक्त है।


6. एक गुनाह के बारे में

जमीन नाहक लेने का अज़ाब

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया :

“जिस ने किसी दूसरे की ज़रा सी ज़मीन भी नाहक लेली, उस को कयामत के रोज सातवीं जमीन तक धंसा दिया जाएगा।”

📕 बुखारी : २४५४, इब्ने उमर (र.अ)


7. दुनिया के बारे में

सब से ज़ियादा खौफ़ की चीज़

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया :

“मुझे तुम पर सब से ज़ियादा खौफ़ इस बात का है के कहीं अल्लाह तआला तुमपर ज़मीन की बरकात को ज़ाहिर न कर दे”, पूछा गया के जमीन की बरकात से क्या मुराद है? रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़र्माया: “दुनिया की रंगीनी, इस की खूबसूरती और जेब व ज़ीनत।”

📕 बुखारी : ६४२७, अन अबी सईद अल खुदरी (र.अ)


8. आख़िरत के बारे में

अल्लाह और रसूल की इताअत का बदला

कुरआन में अल्लाह तआला फ़र्माता है:

“जो शख्स अल्लाह और उस के रसूल के हुक्म पर चलेगा, तो अल्लाह तआला उस को ऐसे बागों में दाखिल करेगा, जिन के नीचे नहरें बहती होंगी। वह हमेशा उन बागों में रहेंगे और यही बहुत बड़ी कामयाबी है।”

📕 सूरह निसा : १३


9. कुरआन की नसीहत

अल्लाह की जानिब मनसब चीजों की बेहुर्मती न करो

कुरआन में अल्लाह तआला फ़र्माता है:

“ऐ ईमान वालो! अल्लाह की जानिब मनसब चीजों की बेहुर्मती न करो और न अदब वाले महीने की और न उन कुर्बानियों की जिन के गले में कलादा (यानी कुर्बानी की अलामत के पट्टे पडे हों) और उन लोगों की भी बेअदबी न करना जो अल्लाह का फ़ज़्ल और उसकी रज़ामंदी तलब करने बैतुल्लाह जा रहे हों।”

📕 सूरह माइदा: २

to be continued …

The post 3. जिल हिज्जा | सिर्फ़ 5 मिनट का मदरसा appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/3-zil-hajj/feed/ 0 33562
Dard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/ https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/#comments Fri, 15 Jul 2022 13:03:08 +0000 https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/ Har Dard se nijat ki Dua | Badan Dard, Pait Dard, Sir Dard ki DuaDard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ | "आऊजु बिल्लाहि वा क़ुदरतीही मीन शर्री मा अजिदु वा ऊहाझीरु"

The post Dard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Dard ki Dua

हर दर्द से निजात की दुआ

۞ उस्मान बिन अबी अल आस (र.अ.) से रिवायत है के, उन्होंने रसूलअल्लाह (ﷺ) से दर्द की शिकायत की जिसे वो अपने जिस्म में इस्लाम लाने के वक्त महसूस कर रहे थे, आप  (ﷺ) ने फ़रमाया

“तुम अपना हाथ दर्द की जगह पर रखो और कहो,
बिस्मिल्लाह तीन बार, उसके बाद सात बार ये कहो

أَعُوذُ بِاللَّهِ وَقُدْرَتِهِ مِنْ شَرِّ مَا أَجِدُ وَأُحَاذِرُ

“आऊजु बिल्लाहि वा क़ुदरतीही मीन शर्री मा अजिदु वा ऊहाझीरु”

(मैं अल्लाह की जात और कुदरत से हर उस चीज़ से पनाह मांगता हु जिसे मैं महसूस करता हु और जिस से मैं खौफ करता हु)

📕 सहीह मुस्लिम २२०२, बुक ३९, हदीस ९१

Read More:


People also search as:
Dua to remove pain in the body, islamic dua in hindi, sehat ki dua in hindi,
shifa ki dua in hindi, achi sehat ki dua in hindi, all dua in hindi

The post Dard ki Dua | हर दर्द से निजात की दुआ appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/har-dard-se-nijat-ki-dua/feed/ 2 16604
Unhe Darna Chahiye Ke Kahi Unke Amaal Barbaad Na Ho Jaye https://ummat-e-nabi.com/unhe-darna-chahiye-ke-amaal-barbaad-na-ho-jaye/ https://ummat-e-nabi.com/unhe-darna-chahiye-ke-amaal-barbaad-na-ho-jaye/#respond Sat, 29 Nov 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/unhe-darna-chahiye-ke-amaal-barbaad-na-ho-jaye/ Al Quran 49 1Ek Sahaabi They! Wo Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko 2 Din Dikhayi Na Diye. tou Aap ﷺ Ne Kaha – ‘Ke Uski Khabar Laao! Wo Kaha Hai?’ Ek Shakhs Nikley […]

The post Unhe Darna Chahiye Ke Kahi Unke Amaal Barbaad Na Ho Jaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Ek Sahaabi They! Wo Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko 2 Din Dikhayi Na Diye.
tou Aap ﷺ Ne Kaha – ‘Ke Uski Khabar Laao! Wo Kaha Hai?’
Ek Shakhs Nikley aur Unke Ghar Gaye aur Pucha Ke – ‘Wo Kaha Hai ?.’

Tou Unki Biwi Ne Kaha Ke – ‘Wo 2 Din Se Ghodo ke Astabal me Rotey Hue Baithey Hai,, Aap Jakar Samjhaiye Unhe…’
Jab Unke Paas Pohchey aur Pucha Ke – ‘Tumahara Kya Mu’amla Hai ? Kyu Ro Rahe Ho ?’

Tou Unohne Kaha Ke – ‘Rabbul Izzat ne Quraan Ki Aayat Nazil Kar Di Ke
“Jo Log Rasool’Allah ki Moujudgi Me Apni Aawazo Ko Buland Karte Hai, Unhe Darna Chahiye Ke Kahi Unke Amaal Gaarat Na Ho Jaye!..”
– (Al-Quran; Surah(49) Huzraat; Ayat 1-2)

Aur Meri Aawaz tou Bohot Unchi Hua Karti Thi, aur Maine Tou Rasool’Allah ﷺ Se Aisi Tez Awaaz me Kayi Baar Baat Ki. Lihaja Mere Amal tou Gaarat Ho Gaye! Ab Tum Chale Jao! Mai Tou Halaaq aur Barbaad Ho Gaya, Mujhe Chorr Do Isi Haal Me.!!
* * * *

Tou Yeh Darr Rakhte They Sahaba – “Ke Rasool’Allah ﷺ Ki Moujudgi me Awaaz Bhi Buland Ho Jaye tou Wo Yeh Tasawwur Karte ke Amaal Gaarat (Barbaad) Ho Gaye..
Haala Ki Yeh Aayat Baad Me Nazil Hui. Lekin Uske Baad Kabhi Unhone Tez Awaz Me Baat Na Ki..

* Yeh Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ka Adab Hai Ke –
Aapki Aawaz Se Unchi Awaz Na Karna Hai,
Aapke Kadam Se Kadam Aagey Na Badhana Hai,

Lekin Humara Mu’mla Tou Yeh Hai Ke –
* Zindagi Ke Tamam Shobey, Kadam aur Aawaz tou Door, Har Mua’mle me Barkhilaf Jaa Kar Usko Apna Aizaaz, Apna Sha’ar, aur Apna Alam Samjhtey Hai ke – Haa! Yeh Khilaaf Karke Hum Sahi Musalman Ho Gaye,..
* Zindagi Ke Kayi Shobey, Subha Se Lekar Shaam Tak, Shaadi Se Lekar Mout Tak Sab Me Khilafwarji aur Fir Hum Musalman ke Musalman Rahey.. Subhaan Allah !! ,..

# Sabaq: Lihaja Hume Chahiye Ke Zindagi Ke Tamaam Shobo Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ko Apna Usma-tul-Hasna (Ideal aur Role Model) Maaney aur Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki Sunnato Par Amal Ko Lazim aur Farz Jaaney ,..

♥ In’sha’Allah Ul Azeez !!!
# Allah Ta’ala Hume Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sunnato Ka Muttabe Banaye,
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Unhe Darna Chahiye Ke Kahi Unke Amaal Barbaad Na Ho Jaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/unhe-darna-chahiye-ke-amaal-barbaad-na-ho-jaye/feed/ 0 15635
Aulaad ka Qatl bohot sakht Gunaah hai https://ummat-e-nabi.com/aulaad-ka-qatl-bohot-sakht-gunaah/ https://ummat-e-nabi.com/aulaad-ka-qatl-bohot-sakht-gunaah/#respond Wed, 14 May 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/aulaad-ka-qatl-bohot-sakht-gunaah/ save girl1♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ Muflisi(Garibi) ke Khauf se apni Aulaad ko Qatl na karo: Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me irshad farmata hai: ❝Aur logo! Muflisi(Garibi) ke khauf se apni Aulaad […]

The post Aulaad ka Qatl bohot sakht Gunaah hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥

Muflisi(Garibi) ke Khauf se apni Aulaad ko Qatl na karo:

Allah Rabbul Izzat Qurane Kareem me irshad farmata hai:

❝Aur logo! Muflisi(Garibi) ke khauf se apni Aulaad ko Qatl na karo kyunki unko aur tum ko (sabko) tou hum hi rozi detey hai. beshaq Aulaad ka qatl karna bohot sakht gunaah hai.❞

Allah jisey chahta hai Beti-Betiya ata karta hai:

❝ Saare Aasmaan wa Zameen ki hukumat Allah hi ki hai, wo jo chahta hai paida karta hai aur jise chahta hai sirf Betiyan deta hai aur jise chahta hai mahaj Beta ata karta. Ya unko (insano ko) Bete-Betiya dono kism inayat karta hai aur jisko chahta hai Baanz bana deta hai, beshaq woh bada wakifkar qadir hai.❞

Aulad ka Qatl Gunah-e-Kabira hai:

✦ Hadith: Huzoor Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne irshad farmaya ke “Sabse Bada Gunaah Yeh Hai Ki, Allah Ka Kisi Ko Sharik Theraye. Phir Uske Baad Ka Gunaah Ye He Ki Apni Aulaad Ko Khane-Pine Ke Khauf Se Qatl Kiya Jaye.”

The post Aulaad ka Qatl bohot sakht Gunaah hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/aulaad-ka-qatl-bohot-sakht-gunaah/feed/ 0 15617
Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/#respond Wed, 11 Dec 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/ Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki Rasool’Allah (ﷺ) ki ek dua ye bhi hai – ❝ Allahumma inni audhu bika min ilmin la yanfaa, wa min duain […]

The post Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki Rasool’Allah (ﷺ) ki ek dua ye bhi hai –
❝ Allahumma inni audhu bika min ilmin la yanfaa, wa min duain la yusmaa, wa min qalbin la yakhshaa, wa min nafsin la tashbaa.❞ 〘 Ya Allah ! Mai panah maangta hu aisey ilm se jo nafa na de, aisi dua se jo suni na jaye aur aise dil se jisme tera khauf na ho aur aisey nafs se jo mutmaeen (satisfied) na ho.〙

– (Sunan Ibn Majah 250-Sahih)


✦ Arabic Hadith ✦

حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ، حَدَّثَنَا أَبُو خَالِدٍ الأَحْمَرُ، عَنِ ابْنِ عَجْلاَنَ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ أَبِي سَعِيدٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ كَانَ مِنْ دُعَاءِ النَّبِيِّ ـ صلى الله عليه وسلم ـ ‏ “‏ اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عِلْمٍ لاَ يَنْفَعُ وَمِنْ دُعَاءٍ لاَ يُسْمَعُ وَمَنْ قَلْبٍ لاَ يَخْشَعُ وَمِنْ نَفْسٍ لاَ تَشْبَعُ ‏”‏ ‏.


✦ English Hadith: Seeking Refuge with Allah ✦

It was narrated that Abu Hurairah said:
“One of the supplications that the Prophet used to say was: ‘Allahumma, inni a’udhu bika min ‘ilmin la yanfa’u, wa mindu’a’in la yusma’u, wa min qalbin la yakhsha’u, wa min nafsin la tashba’u [O Allah, I seek refuge with You from knowledge that is of no benefit, from a supplication that is not heard, from a heart that does not fear (You) and from a soul that is not satisfied].'”

– (Sunan Ibn Majah 250-Sahih)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Allah ki panaah maangta hu aisey Ilm se jo nafa na de appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-panaah-maangta-hu-aisey-ilm-se-jo-nafa-na-de/feed/ 0 16590
Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-paas-kitni-rehmat-aur-kitna-azab-hai/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-paas-kitni-rehmat-aur-kitna-azab-hai/#respond Sat, 15 Jun 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-paas-kitni-rehmat-aur-kitna-azab-hai/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke, Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna – “Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey […]

The post Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Hurraia (RaziAllahu Anhu) Ka Bayan Hain Ke,
Maine Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ko Farmatey Huwe Suna –
“Jis Roz Allah Ne Rehmat Ko Paida Kiya Tou UsKey 100 Hissay Kiye
Aur 99 Hissay Apne Paas Rakh Kar Ek (1) Hissa Apni Saari Makhlooq Ke Liye Bhej Dia.
*Pas Agar Kafir Bhi Yeh Jaan Le Ke Allah Ke Paas Kitni Rehmat Hai Tou
Woh Bhi Jannat Se Mayoos Na Ho Aur Agar Momin Yeh Jaan Jaye Ke
Uss Ke Paas Kitna Azaab Hai Tou Jahannum Se Woh Bhi Be-Khouf Na Rahey”.
– (Sahih Bukhari 5/2374 Hadith no. 6204)
– (Sahih Muslim 4/2109 Hadith no. 2755)
– (Tirimzi 5/549 Hadith no. 3542)

The post Allah Ke Paas Kitni Rehmat aur Kitna Azaab Hai ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ke-paas-kitni-rehmat-aur-kitna-azab-hai/feed/ 0 16368