Hadees

Showing 40 of 1,015 Results

Ramadan Day 13 | Rozadaar ke liye do khushiya hai

Ramadan Quotes: 13th Ramzan ✦ Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:❝ Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek “Iftar” ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga. ❞ [Sahih al-Bukhari 1904]

Maah-e-Shabaan ke Rozey

Maah-e-Shabaan ki fazeelat me Muta’addad Ahadees aayi hain, magar in me se aksar riwayaat Zaeeh hain. tahem baaz Saheeh Ahadees se bhi Shabaan ki fazeelat maloom hoti hai. ✦ Mafhoom-e-Hadees: […]

Qayamat ki Nishaniyan Series: Part-11

71. Khurooj e Dajjal (Arrival of the Antichrist), Maseeh dajjal tamaam dajjalon aur kazabon ka sardar hoga, Dajjal badey Ghusse se khurooj karega, Dajjal ki Shakal o Soorat, Kya Dajjal Aadmi hoga?, Kya Dajjal Zinda hai?, Kya Nabi Kareem (ﷺ) ne dajjal ko dekha tha?, Dajjal ki Shobde Baziyan …

Qayamat ki Nishaniyan Series: Part-9

63. Haiwanat o jamadaat insan se humkalam hongey, 64. Shajar o hajar pukar uthienge, 65. Momin ka har khwab saccha hoga, 66. Madina wiraan ho jayega, 67. Arab ke dasht o sehra baghaat me badal jayenge, 68. Qayamat ki 10 Badi Badi Nishanian, 69. Qayamat ki Alamaat e Kubra ka tasalsul …

Qayamat ki Nishaniyan Series: Part-8

57. Mard kum aur Aurtien Jyada ho jayengi, 58. Misr, Shaam aur Iraq apne paimaney aur khazaney rok lengey, 59. Maut ki Tamana ki jayege, 60. Baitullah par charhai kerne wala lashker zameen me dhans jayega, 61. Ek Qahtani hukmaran hoga, 62. Ek Jhajah nami badshah hoga …

Qayamat ki Nishaniyan Series: Part-7

51. Qustuntunia (istanbul) ki fatah, 52. Room (italy) fatah hoga, 53. Kuffar Musalmano per toot padengey, 54. Har Ghar me Fitna dakhil ho jayega, 55. Isaion se mil kar Musalman tisre dushman se ladenge phir Isaion aur Musalmano me jung e azeem hogi, 56. Darya e faraat (Euphrates River) se Soney ka Pahaad namudar hoga …

Qayamat ki Nishaniyan Series: Part-6

44. Naukrani Apne Malik ko janam degi, 45. Duniya se Muhabbat aur mout se Nafrat hogi, 46. Nek Log madoom(faut) ho jayenge, 47. Deen ajnabi ho jayega, 48. Log badal jayenge, 49. Barish bakasrat hogi magar khaimey mehfooz rahiengey, 50. Barish bakasrat hogi magar paidawar nahi hogi…

Qayamat ki Nishaniyan Series: Part 3

23.​​ Log bakheel (kanjus) ho jayenge, 24.​​ Ummat e Muslima Shirk me mubtala ho jayegi, 25.​​ Masajid me Zaib o Zeenat aur fakhar o Mubahaat kia jayega, 26.​​ Sood aur Haraam Maal ba’qasrat khaya jayega, 27.​​ Karobar me Auratein bhi Shareek hongi