❗Aaj ka Sawal 👇

Islamic Quiz of the Day

16 April 2024

Islamic Quiz 303

Wo Kaunsi Surah hai jiske liye RasoolAllah ﷺ ne farmaya ki jadugar uss (Surah ko padhne wale) ka muqabla nahi kar sakta ?

Options Are 👇

A. Surah Yaseen

B. Surah Al-Mulk

C. Surah Al-Baqrah

D. Surah An-Naas

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( C )

✅ Surah Al-Baqrah

Hadees: RasoolAllahu ﷺ ne farmaya:

“Surah Baqrah ko padha karo kyunki iska padhna Barqat hai aur iska chorh dena hasrat hai aur jadugar log iska muqabla nahi kar sakte.”

📕 Sahih Muslim, Jild 2, Hadees, 1874

READ MORE:

Install Islamic Quiz App

Aaj ka Sawal | Islamic Quiz of the Day | Islamic Sawal Jawab Quran wa Hadees ki roshni mein | Deeni Sawal Jawab in Hindi Quran Sunnat ki roshni mein, Islamic Sawal Jawab Urdu Quiz.

Welcome to “❗Aaj ka Sawal 👇 | Quiz of the Day: Islamic Questions and Answers in Hind, Roman Urdu,” your reliable source for insightful information about Islam. Explore a wide range of popular topics, including Islamic beliefs, practices, history, Quranic teachings, prophet’s stories, and Islamic ethics. Join us on this enlightening journey of exploration and discovery as we provide informative answers to your questions about Islam.

और देखे :