Amal – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Wed, 06 Dec 2023 06:50:19 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Amal – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal https://ummat-e-nabi.com/sab-se-pasandeda-amaal/ https://ummat-e-nabi.com/sab-se-pasandeda-amaal/#respond Fri, 15 Sep 2023 19:37:50 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sab-se-pasandeda-amaal/ Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal HadeesHadees of the Day Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amaal ۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai ke: “Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal waqt par Namaz parhna aur […]

The post Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amaal

۞ Hadees: Rasool-e-Kareem (ﷺ) farmatey hai ke:

“Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal waqt par Namaz parhna aur Walidain ke saath accha sulooq (Husn-e-Sulooq) karna hai.”

📕 Bukhari, Jild 4, Page 589, Hadees 7534

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez ! Allah Taala hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki taufik Dey. Ameen

The post Allah ke Nazdik Sab se Pasandeeda Amal appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sab-se-pasandeda-amaal/feed/ 0 15569
Islamic Quiz 257 : Allah Taala ko apne bande ka Kaunsa Amal sabse Zyada pasand hai ? https://ummat-e-nabi.com/islamic-quiz-257/ Sat, 19 Aug 2023 07:16:57 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=45565 Islamic Quiz 257 : Allah Taala ko apne bande ka Kaunsa Amal sabse Zyada pasand hai ?Allah Taala ko apne Bande ka Kaunsa Amal sabse Zyada pasand hai ? | Options are: A. Waqt par Namaz padhna, B. Waqt par Quran padhna, C. Wakt par Umrah Karna, D. Wat par Zakat dena

The post Islamic Quiz 257 : Allah Taala ko apne bande ka Kaunsa Amal sabse Zyada pasand hai ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Islamic Quiz 257

Allah Taala ko apne Bande ka Kaunsa Amal sabse Zyada pasand hai ?

Options Are 👇

A. Waqt par Namaz padhna

B. Waqt par Quran padhna

C. Wakt par Umrah Karna

D. Wakt par Zakat dena

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( A )

✅ Waqt par Namaz padhna

Abdullah bin Masood (R.A) ne RasoolAllah ﷺ se pucha,
“Kounsa kaam ALLAH ko sabse ziyada pasand hai?”

Aap ﷺ ne farmaya “Waqt par Namaz Padhna” ,

pucha ki phir kaunsa ?
farmaya “Waldein ke saath achcha suluk karna”,

pucha ki phir kaunsa ?
Aap ﷺ ne farmaya ki “ALLAH ke raaste mein Jihad karna.”

📕 Sahih Bukhari, Vol 7, 5970

Install Islamic Quiz App

The post Islamic Quiz 257 : Allah Taala ko apne bande ka Kaunsa Amal sabse Zyada pasand hai ? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
45565
Hadees: Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki Fazilat https://ummat-e-nabi.com/ashrah-dhul-hijjah-ke-amaal-e-swaaleh-allah-ko-pasand/ https://ummat-e-nabi.com/ashrah-dhul-hijjah-ke-amaal-e-swaaleh-allah-ko-pasand/#respond Mon, 19 Jun 2023 15:06:27 +0000 https://ummat-e-nabi.com/ashrah-dhul-hijjah-ke-amaal-e-swaaleh-allah-ko-pasand/ Hadees: Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki FazilatHadees of the Day Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki Fazilat Ibn Abbas (R.A) bayan karte hain ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya: ❝Ashrah Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh Allah Ta’ala ko […]

The post Hadees: Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki Fazilat

Ibn Abbas (R.A) bayan karte hain ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne irshad farmaya:

Ashrah Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh Allah Ta’ala ko Jis Qadar Mahboob wa Pasand hain, Dusre dino ke Aamal iss Qadr mahboob nahi.

Sahaba-e-Kiram (R.A) ne arz kiya: “Aye Allah ke Rasool (ﷺ)! Dusre dino ka jihaad bhi ?”

Aap (ﷺ) ne farmaya:

“Dusre dino ka Jihaad bhi iss Qadr mahboob nahi, haan! Mujaahid apni jaan aur maal Allah Ta’ala ke raastey me Qurbaan kar dey tou aisa Jihaad afzal aur pasandeedah ho sakta hai.”

📕 Bukhari, Tohfatul Ahwazi Jild 2 Pg 58,

📕 Abu Dawood Jild 1 Pg 332, Miftah Al Haja Sharah ,
📕 Ibne Majah Pg 125, Baihaqi Jild 4 Pg 285, Mishkat Jild 1 Pg 127-128

People also Search as:

The post Hadees: Dhul Hijjah ke Amaal-e-Swaaleh ki Fazilat appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ashrah-dhul-hijjah-ke-amaal-e-swaaleh-allah-ko-pasand/feed/ 0 15904
Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-amal-neki-jo-humesha-kiya-jaye/ https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-amal-neki-jo-humesha-kiya-jaye/#respond Thu, 23 Sep 2021 14:59:45 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=35107 Sabse Behtar Amal (Neki)Hadees Of The Day Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke: “Beshaq Allah Taala ke Nazdeeq Sabse Behtareen Amal (Neki) wo hai […]

The post Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees Of The Day

Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye

Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya ke:

“Beshaq Allah Taala ke Nazdeeq Sabse Behtareen Amal (Neki) wo hai jo humesha kiya jaye chahe wo kum hi kyun na ho.”

📕 Sahih Bukhari: 6464

The post Sabse Behtar Amal (Neki) Jo Humesha kiya Jaye appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sabse-behtar-amal-neki-jo-humesha-kiya-jaye/feed/ 0 35107
Apne Amaal ko Barbaad naa karo https://ummat-e-nabi.com/apne-amaal-ko-barbaad-naa-karo/ https://ummat-e-nabi.com/apne-amaal-ko-barbaad-naa-karo/#respond Mon, 30 Aug 2021 23:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?post_type=quotes&p=29990 Apne Amal ko Barbaad na karoAaj ki Aayat | Verse Of The Day Apne Amaal ko Barbaad naa karo ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo, […]

The post Apne Amaal ko Barbaad naa karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Aayat | Verse Of The Day

Apne Amaal ko Barbaad naa karo

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Aye Imanwalo! Allah ki Ita’at karo aur Uske Rasool (ﷺ) ki Itaat karo, aur (Nafarmani kar ke) apne amaal ko barbaad na karo.”

📕 Quran 47:33

The post Apne Amaal ko Barbaad naa karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apne-amaal-ko-barbaad-naa-karo/feed/ 0 29990
Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge https://ummat-e-nabi.com/jiski-namaz-qubul-nahi-hogi-uske-koi-bhi-aamal-qubul-nahi-honge/ https://ummat-e-nabi.com/jiski-namaz-qubul-nahi-hogi-uske-koi-bhi-aamal-qubul-nahi-honge/#respond Tue, 17 Aug 2021 09:50:07 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=34350 Hadees : Jiski Namaz Qubul Nahi Hogi Uske Koi Bhi Aamal Qubul Nahi Honge✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya: “Namaz teen hisso mein taqseem hai Pakeezgi ek tihayee […]

The post Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Hadith : Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge

RasoolAllah (Sallallahu Alalhi Wasallam) ne farmaya:

Namaz teen hisso mein taqseem hai
Pakeezgi ek tihayee hai aur
ruku ek tihayee hai aur sajde ek tihayee hai

Jisne Iss tarha adaa kiya to uski namaz qubul ki jaegi aur
uske sare aamal qubul honge aur
jiski Namaz Qubul nahi hogi uske
koi bhi aamal qubul nahi honge.”

📕 Al-Silsila-tus-Sahiha – 643

The post Jiski Namaz Qubul nahi hogi uske koi bhi aamal qubul nahi honge appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/jiski-namaz-qubul-nahi-hogi-uske-koi-bhi-aamal-qubul-nahi-honge/feed/ 0 34350
Islam me Behtareen Amal kya hai? https://ummat-e-nabi.com/islam-me-behtareen-amal-kya-hai/ https://ummat-e-nabi.com/islam-me-behtareen-amal-kya-hai/#respond Sat, 03 Jul 2021 17:15:21 +0000 https://ummat-e-nabi.com/islam-ki-konsi-khaslat-behtar-hai/ Logon ko khana khilao aur salam karoIslam me Behtareen Amal kya hai ? ۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: “(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo […]

The post Islam me Behtareen Amal kya hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Islam me Behtareen Amal kya hai ?

۞ Hadees: Abdullah Bin Amr (R.A.) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

“(Islam me Behtareen Cheez yeh hai ke) Tum Logo ko Khana Khilao
aur Jaan-Pehchan wale aur Gair Jaan pehchan wale har Ek se Salaam karo.”

📕 Sahih al-Bukhari 6236


—- हिंदी —

۞ हदिस: अब्दुल्लाह बिन अम्र (र.अ.) से रिवायत है के,
रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

“(इस्लाम में बेहतरीन चीज यह है के) तुम लोगो को खाना ख़िलाओ और
जान-पहचान वाले और गैर जान-पहचान वाले हर एक से सलाम कर करो।”

📕 सहीह अल बुखारी ६२३६


English ——

۞ Hadith: Narrated ‘Abdullah bin ‘Amr: A man asked the Prophet,

“What Islamic traits are the best?” The Prophet (ﷺ) said,
“Feed the people, and greet those whom
you know and those whom you do not know.”

📕 Sahih al-Bukhari 6236

The post Islam me Behtareen Amal kya hai? appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/islam-me-behtareen-amal-kya-hai/feed/ 0 16004
Hadees: Har Accha kaam Sadqah hai https://ummat-e-nabi.com/har-neki-sadqa-hai/ https://ummat-e-nabi.com/har-neki-sadqa-hai/#respond Thu, 20 May 2021 01:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/har-neki-sadqa-hai/ Har Accha kaam Sadqah hai۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ ✦ Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya: “Har Accha kaam Sadqah hai.” 📚 Sahih Muslim; Hadees: 1005 Ek aur Riwayat me Aap (ﷺ) ne faramaya: “Har […]

The post Hadees: Har Accha kaam Sadqah hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Hadees: Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

“Har Accha kaam Sadqah hai.”

📚 Sahih Muslim; Hadees: 1005


Ek aur Riwayat me Aap (ﷺ) ne faramaya:

“Har Neki Sadqa Hai !
Tum Apne Musalman Bhai se Pyar se

Galey milo, yeh bhi Neki hai.”

📚 Musnade Ahmad Jild:5 Safa:111: 14715

The post Hadees: Har Accha kaam Sadqah hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/har-neki-sadqa-hai/feed/ 0 15454
Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/ https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/#respond Wed, 19 May 2021 13:26:11 +0000 https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/ Zulm ke badle nek amal liya jayega⭐ Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya – “Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm […]

The post Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees: Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya –

“Agar kisi Shakhs ne kisi Dusre ki Izzat ya koi aur Cheez par Zulm kiya ho
Tou Us se Aaj hi Uss din (Qayamt) ke Aane se pahle Muaf karwa le!
Jis Din na Deenar honge na Dirham balki Uska koi Nek amal hoga
Tou Uss Zulm ke badle Wohi le liya Jayega aur
Agar koi Neik Amal uske paas nahi hoga tou Uss Mazloom
(Jispar Zulm hua us) ki Buraiyan Uss par daal di jayegi.”

📚 Sahih Bukhari, Vol 3, 2449

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez !!!
– Allah Rabbul Izzat hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal ki Taufiq dey,
– Hum Tamam kism ke Zulm se bachaye ,
– Jab tak Hume Zinda Rakhey Islam aur Imaan par Zinda rakhey ,
– Khatma Humara Imaan par ho ,
*Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen, Ameen …

Read More

The post Hadees: Zulm ke Badley Nek Amal le liya jayega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/zulm-ke-badle-nek-amal-le-liya-jayega/feed/ 0 16479
Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi Na Chorey https://ummat-e-nabi.com/ramadan-ke-baad-in-5-chizou-ko-kabhi-na-chorey/ https://ummat-e-nabi.com/ramadan-ke-baad-in-5-chizou-ko-kabhi-na-chorey/#respond Sat, 15 May 2021 10:48:49 +0000 https://ummat-e-nabi.com/?p=31402 Ramadan ke Baad kya kare ?Ramadan ke Baad kya kare ? Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi na Chorey Namaz 5 Waqt ki Namaz Allah Ta’ala ne Musalmano par Hamesha ke Liye Farz […]

The post Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi Na Chorey appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Ramadan ke Baad kya kare ?

Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi na Chorey

Namaz

5 Waqt ki Namaz Allah Ta’ala ne Musalmano par Hamesha ke Liye Farz ki hai, Sirf Ramadan me nahi Lehaza Jo Ramadan me Humne 5 Waqt ki Namaz Padhi Usko Jaari Rakhe Uske Saath Nawafil ka bhi Ahtemaam kare.

Nabi-e-Kareem ﷺ farmatey hai:

“Beshak Aadmi aur Shirk wa Kufr ke Darmiyan Fark karne waali cheez Namaz hai.”

📚 Sahih Muslim : Hadees No.246(82)

Lehaza Humesha 5 Waqt ki Namaz ka Ahtemaam Poori Zindagi jaari rakhe.

Subah wa Shaam K Azkaar

Subah wa Shaam ke Azkaar ka Ahtemaam Kare ye har Azkaar ki Ek Alag hi Fazilat hai. Issey Insaan Deen e Islam se Juda Rahta hai Allah ki Khashiyat uske Dil me Rahti hai. Subah ke Azkaar Fajr ke Baad aur Shaam ke Azkaar Asar ke Baad padhe.

Qur’an

Qur’an Allah Ta’ala ka Qalaam hai, Shifa hai, har Momin ke Dard ki Dawa hai, Sukoon Hasil karne ka Sabse behtareen Zariya hai. Aaj Har Musalmaan Pareshani ki zindagi Guzar raha hai, Qur’an Uski Pareshaniyou ka hal hai, Aaj Noujawan Depression me Ji Raha hai Qur’an Ussey Nijaat ka Zariya hai. Lihaja Rozana 1 Para Fajr ke baad padhle ya Apni Sahulat ke hisaab se Padhle taake 1 Mahine me 1 Qur’an Mukammal kar sakey.

Allah Rabbul Izzat farmata hai:

“Beshaq Allah Ke Zikr Se Momino ke Dil Itminan hasil karte hai.”

📚 Surah Ar Ra’ad 13:28

Tahajjud

Tahajjud ka Ahtemaam kare, Behtar hai Aakhri Paher me Padhe, Bas Fajr se 30-40 Minute pahle Uthkar Padhle ya raat me Sone se Pahle Padhle 20-30 Minutes Lagenge Padhne ke liye.

Rozey

Nafil Rozou ka Ahtemaam kare, Har Peer (Monday) aur Jumeraat (Thursday) ko Roza Rakhe har mahine ki 13,14,15 ko Roza rakhe isko Aadat bana le, Aasani se rah sakte hai in Shaa Allah.

Allah ke Nabi ﷺ Har Peer (Monday) aur Jumerat (Thursday) ka roza rakha karte aur farmate “Har Peer aur Jemraat ko Humare Aamal Allah Ke Paas Pesh kiye Jaate hai.” (Tirmizi Hadees No.747 Sahih)

Allah Ta’ala se Jude Rahne ke Liye in Tamaam Chizou ko Apanane ki Poori Koshish kare lekin Namaz to har haal me padhna hi hai, Yahi Kafir aur Musalmaan ke beech farq karne wali chiz hai, Hume sirf Ramadan ke Musalmaan nahi banna hai, Balke Sachche Musalmaan banna hai.

Allah Ta’ala Hum Sabko Isper Amal Karne ki Toufeeq Ata farmaye aur Ramadan jaisi Zindagi har Mahine Guzarne wala banaye

Aameen Ya Rabbul Aalameen

✍️ Afzal Khan Salafi

The post Ramadan ke Baad in 5 Chizou ko Kabhi Na Chorey appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ramadan-ke-baad-in-5-chizou-ko-kabhi-na-chorey/feed/ 0 31402
Apne Dil aur Amal ko Accha banao https://ummat-e-nabi.com/apne-dil-aur-amal-ko-accha-banao/ https://ummat-e-nabi.com/apne-dil-aur-amal-ko-accha-banao/#respond Wed, 01 Jan 2020 17:49:35 +0000 https://ummat-e-nabi.com/apne-dil-aur-amal-ko-accha-banao/ Apne Dil aur Amal ko Accha banao

The post Apne Dil aur Amal ko Accha banao appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
Apne Dil aur Amal ko Accha banao

The post Apne Dil aur Amal ko Accha banao appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apne-dil-aur-amal-ko-accha-banao/feed/ 0 24364
Shirk Karne Wale Khud Apne Anjam Ke Jimmedar Hongey https://ummat-e-nabi.com/allah-beparwah-hai-sharikon-ke-shirk-se/ https://ummat-e-nabi.com/allah-beparwah-hai-sharikon-ke-shirk-se/#respond Fri, 12 Oct 2018 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-beparwah-hai-sharikon-ke-shirk-se/ Allah Most Self Sufficient and he have no need for an associate✦ Hadith (Roman Urdu): Allah Beparwah hai Shariko ke Shirk se ✦ Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke: Allah Subhanahu Ta’ala farmata […]

The post Shirk Karne Wale Khud Apne Anjam Ke Jimmedar Hongey appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

✦ Hadith (Roman Urdu): Allah Beparwah hai Shariko ke Shirk se ✦

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya ke:

Allah Subhanahu Ta’ala farmata hai, “Mai beparwah hun Sharikon se! jisney koi aisa Amal kiya jis me mere saath mere Gair ko Shareek kiya tou Mai usko aur uskey Shirk ke Kaam ko (Unkey haal par) Chorh deta hun.”

– (Sunan Ibn Majah 4342-Sahih by Darussalam)

✦ Arabic Hadith ✦

حَدَّثَنَا أَبُو مَرْوَانَ الْعُثْمَانِيُّ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الْعَزِيزِ بْنُ أَبِي حَازِمٍ، عَنِ الْعَلاَءِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ قَالَ ‏ “‏ قَالَ اللَّهُ عَزَّ وَجَلَّ أَنَا أَغْنَى الشُّرَكَاءِ عَنِ الشِّرْكِ فَمَنْ عَمِلَ لِي عَمَلاً أَشْرَكَ فِيهِ غَيْرِي فَأَنَا مِنْهُ بَرِيءٌ وَهُوَ لِلَّذِي أَشْرَكَ ‏”‏ ‏.‏


✦ हिंदी हदिस: अल्लाह बेपरवाह है शरीकों के शिर्क से ✦

अबू हुरैराह (र॰अ) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फरमाया के:

“अल्लाह सुभानहु तआला फरमाता है: ‘मैं बेपरवाह हु उन लोगो से जो मेरे साथ किसी को शरीक ठहराते है, जिसने कोई ऐसा कार्य किया जिस मे मेरे साथ किसी और को साझी ठहराया तो मैं उसको और उसके शिर्क के काम को उनके हाल पर छोड़ देता हु।’

– (सुनन इब्न माजाह 4342-सहिह दारुसलाम द्वारा)

✦ English Hadith: Allah is Self-Sufficient ✦

It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of Allah (ﷺ) said:

“Allah says: ‘I am the Most Self-Sufficient and I have no need for an associate. Thus he who does an action for someone else’s sake as well as Mine will have that action renounced by Me to him whom he associated with Me.’”

– (Sunan Ibn Majah 4342-Sahih by Darussalam)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Shirk Karne Wale Khud Apne Anjam Ke Jimmedar Hongey appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-beparwah-hai-sharikon-ke-shirk-se/feed/ 0 16619
Us Din ka Darr Rakho Jabki Tum Allah ki Taraf Loutaye Jaoge https://ummat-e-nabi.com/us-din-ka-darr-rakho-jabki-tum-allah-ki-taraf-loutaye-jaoge/ https://ummat-e-nabi.com/us-din-ka-darr-rakho-jabki-tum-allah-ki-taraf-loutaye-jaoge/#respond Tue, 03 Apr 2018 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/us-din-ka-darr-rakho-jabki-tum-allah-ki-taraf-loutaye-jaoge/ Quran 2 281“Aur Uss Din ka Khauf Rakho jabki Tum Allah ki aur Lautaye Jaoge, fir Har Shakhs ko jo kuch Usne kamaya Uska Pura Pura Badla dey Diya Jayega aur unke […]

The post Us Din ka Darr Rakho Jabki Tum Allah ki Taraf Loutaye Jaoge appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

“Aur Uss Din ka Khauf Rakho jabki Tum Allah ki aur Lautaye Jaoge, fir Har Shakhs ko jo kuch Usne kamaya Uska Pura Pura Badla dey Diya Jayega aur unke sath koi Nainsafi Na hogi”

#Quran 2:281

“और उस दिन का डर रखो जबकि तुम अल्लाह की ओर लौटोगे, फिर प्रत्येक व्यक्ति को जो कुछ उसने कमाया पूरा-पूरा मिल जाएगा और उनके साथ कदापि कोई अन्याय न होगा”

#कुरान: 2:281

“And fear the Day when ye shall be brought back to Allah. Then shall every soul be paid what it earned, and none shall be dealt with unjustly.”

#Quran 2:281

The post Us Din ka Darr Rakho Jabki Tum Allah ki Taraf Loutaye Jaoge appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/us-din-ka-darr-rakho-jabki-tum-allah-ki-taraf-loutaye-jaoge/feed/ 0 18730
Akhirat Ki Kamiyabi – Iman aur Nek Amal https://ummat-e-nabi.com/iman-aur-nek-amal-ki-ahmiyat/ https://ummat-e-nabi.com/iman-aur-nek-amal-ki-ahmiyat/#respond Mon, 25 Sep 2017 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/iman-aur-nek-amal-ki-ahmiyat/ Iman aur nek amal ki ahmiyatAllah rabbul izzat Qurane Kareem me farmata hai “Zamane Ki Qasam ! Insan Dar-Haqikat Ghate Me Hai, Siway Unn Logon Ke Jo Imaan Laye Aur Nek Aamal Karte Rahe Aur […]

The post Akhirat Ki Kamiyabi – Iman aur Nek Amal appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Allah rabbul izzat Qurane Kareem me farmata hai
“Zamane Ki Qasam ! Insan Dar-Haqikat Ghate Me Hai, Siway Unn Logon Ke Jo Imaan Laye Aur Nek Aamal Karte Rahe Aur Ek Dusre Ko Haq Ki Naseehat Aur Sabr Ki Talkin Karte Rahe.”
– (Surah Asr: Ayat 1-3)

is Surah me Allah Ta’ala apne bando ko jis baat par Nasihat kar raha hai wo ye ke Imaan aur Nek Amal dono hi aham hai un logo ke liye Jo Kamiyabi Chahte hai Aakhirat ke Aitbar se,. tou aayiye is post me Iman aur Amale Swalehat Ka Zikr Karte hai.

# Iman aur Akida kaisa ho ?

Ab iman kaisa ho Allah Rabbul Izzat iske talluk se farmata hai ke:
“Agar ye log iman latey hai jaisa Nabi aur Sahaba iman laye, fir ye log hidayat par hai” – (2:137)
– is ayat ke pasemanzar me aata hai ke Allah Ta’ala un logo ke talluk se farma raha hai Jo Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ke dour me Ahle Kitab, Mushrikane Makka Jo Allah par iman ka Dawa karte they lekin apni Manmani tarike se, tou Allah Ta’ala ne inke Iman ki Qabuliyat ke liye ek Usool Ata Kiya aur farmaya ke “Iman jab tumhe Lana hai to Jaisa Mere Nabi ke Sahabi Iman laye us tarha tum iman lao, tab mere nazdik tumhara iman Qabil-e-Qabool hai ,..”
– Tou Iman lane Ka Usool Allah ne Wajeh Kar Diya ,. ke Iman Apni Manmani tarike se ya iske uske aur falah aur falah ke tarike par nahi lana, balki waisa hi lana hai Jaisa Sahaba laye,.. Lekin aaj agar dekha jaye to hum me se kayi Musalmano ka haal yahi hai ke ye log Imaan tou laye lekin aisa jiski koi Sharayi daleel nahi,..
*koi kehta hai Allah har jagah hai, *Koi Kehta hai Allah aur bande me koi fark hi nahi, *koi kehta hai Ibadat me is tarha mashgool ho jao ke tum Allah me sama jao aur Allah tum me sama jaye (Nazubillah) , tou koi ye Akida rakhta hai ke Allah apne nek bando ki marzi ka mohtaj hai, SubhanAllah!!! kis hadd tak ye log akide ki Gumrahiyo me mubtela hai,.. aur fir Imanwale hone ke dawedar,. MashaAllah !!!

*Tou is haal me hum sabko , ek aam Musalman ko kya karna chahiye? Iman aur Sahi Akide ka Taruf Kaha se hasil kare? tou iska sidha sa usool hai ke “Allah ki kitab aur Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) ki Sunnat me hume apne tamam sawalo ke jawab talashne hai. aur Quran ha hukm bhi waisa samjhna hai jaisa Sahaba ne samjha? kyunki jin logo par Allah ki wahi nazil hua karti thi unse behtar uski tashreeh aur koi nahi kar sakta,..

# Amal-e-Saleh (Nek Amal)

Ab rahi Baat Amale Swalehat yaani Nek Amal ki tou Allah Ta’ala ne Quran ki Surah 2:25, 2:82, 4:57, 4:122, 4:124, 5:9 aur bhi Beshumar muqamat par Wajeh taur se farmaya aur kaha:
“Aur jo Iman laye aur Unhone Nek Amal Kiye Hai Wahi Log Jannati Hai ki Humesha Jannat me Rahenge”

*Tou Maloom hua ke Iman Ke Baad Nek Amal Behad Jaruri hai Aakhirat ki Kamiyab ke liye. Ab Agar koi ye kahe ke hum tou khub Nek amal karte hai lekin Aqida durust na ho to kya hum bhi khassare me jayenge? tou yaad rakhiye Bilkul Ha! sirf Amal kafi nahi,. Kyunki Aakhirat ki kamiyabi ke liye Sahi Sabit Iman aur Amal-e-Saleh dono hi lazim hai, Lihaja Sahi Iman aur Uske Sath Nek Amal ye dono Aham hai, inme se ek ke bagair dusre ka tasawwur hi nahi..

*Tou beharhal Aakhirat ki kamiyabi ke liye ek Aam Musalman ke liye kafi hai Allah ki Kitab Quran aur Nabi (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Sirat(Sunnat) ka mutala kare aur uspar Amal kare, Fir Jitna Ho Sakey Nek Amal Karey  aur un Allah walo (Ulemaye Haq) se jhud jaye jo Ikhlas ke sath logo ko Allah ki hidayat ki taraf bulate ho,. yani jinke koi Hidden Agendas na ho ,.. Yahi Sarapa hidayat hai, Aur Baqoul Qurane Majid Yahi Log Kamiyab hone wale hai ,..

♥ In sha Allah Ul Azeez
– Allah Ta’ala hume Sahi Sabit Imaan wala banaye
– Humare Qurano Sunnat ka Muttabey Banaye,
– Hume Sahaba (R.A.) ke faham ke Mutabik is Deen par Amal ki Taufik Ata farmaye,
– Khub se khub Amale Salehat ki Taufik Ata farmaye,
– Jab tak hume Zinda rakhe Iman aur Islam par Zinda rakhe,
– Khatma Humara Iman par ho ,..
!!! wa akhiru dawana Alhamdulillahi rabbil alamin !!!

The post Akhirat Ki Kamiyabi – Iman aur Nek Amal appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/iman-aur-nek-amal-ki-ahmiyat/feed/ 0 18502
Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye …. https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/ https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/#respond Sun, 04 Sep 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai – “Tum Me Behtar Woh Hai Jiski Wajeh Se Ziyada Logon Ko Fayida Pohnche..” – (Bukhari Sharif)

The post Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmate Hai –
“Tum Me Behtar Woh Hai Jiski Wajeh Se
Ziyada Logon Ko Fayida Pohnche..”

(Bukhari Sharif)

The post Ziyada Logo Ko Fayida Pohnchaye …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ziyada-logo-ko-fayida-pohnchaye/feed/ 0 16663
Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,… https://ummat-e-nabi.com/musibate-aksar-humare-hi-aamal-se-aati-hai/ https://ummat-e-nabi.com/musibate-aksar-humare-hi-aamal-se-aati-hai/#respond Thu, 18 Feb 2016 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/musibate-aksar-humare-hi-aamal-se-aati-hai/ musibate humare hi aamal se aati hai# Allah Raabul Izzat Mushriko Ki Hatdharmi bayan Karte hue Quraan Me Farmata Hai – ♥ Al-Quraan: “Aur Jab Mushriko se Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare(Hidayat) Par Chalo Tou […]

The post Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

# Allah Raabul Izzat Mushriko Ki Hatdharmi bayan Karte hue Quraan Me Farmata Hai –
♥ Al-Quraan: “Aur Jab Mushriko se Kaha Jaye Ki Allah Ke Utare(Hidayat) Par Chalo
Tou Kahenge: Hum Tou usi pe Chalenge Jis Par Humne Apne Baap-Dada ko Paya,
Agar Che unke Baap-Dada Na Kuch Aqal Rakhte Ho Na Hidayat”

– [Surah(2)Baqrah; Aayat-170] – @[156344474474186:]

*Afsos Ki Baat Hai Ke Aaj Humara Bhi Muamla Kuch Aisa Hi Hai Ke –
– Hum Bhi Apne Aaba-o-Azdad Ke Tareeko ko Kitabo Sunnat Par Tarzi De rahe Hai ,..
– Humse Bhi Jab Koi Kitabo Sunnat ki Baat Karta hai Tou Uska Mazak Udaya Jata hai ,..

• Allah Ke Liye Jab Koi Qurano Hadees Ki Taraf Hume Bulaye tou Bagour uski Baate Suney ,..
*Warna La-ilmi me Kahi Hum Uski Mukahliafat me iss Hadd Tak Aagey Na Badh Jaye
Jo Humari Musibat-Wa-Barbadi ka Bayis ho ,…

– Jiske Talluk Allah Rabbul Izzat Quraan Me Wajahat farmata Hai Ke –
♥ Al-Quran: “Aur Tum Par Jo Museebat Aati hai
Wo Tumhare Hi Haatho ke Kiye huye Kaamo se Aati hai
Jabki wo(Allah) Bahut se Gunaah Muaf Bhi Farma Deta hai.”

– (Surah(42)Ash-Shura; Aayat-30)

– Tou Behrhaal Jab Bhi Koi Kitabo-Sunnat Ki Hume Dawat Dey
– Tou Hume Chahiye Ke Uspe Gour Kare ,
– Aur Tassuf Ke Chasme Utaar Kar Mehaz Haq Ki Taraf Ruzu Karey ,…

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!!
# Allah Ta’ala Hume Haq Sun’ne, Samjhne Aur Uss Par Amal Ki Taufiq Dey..
# Humey Kitabo-Sunnat ka Muttabey Banaye ,..
# Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhye…
# Khatma Humara Imaan Par Ho …
!!! Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen !!!

The post Musibate Aksar Humare Hi Aamal Se Aati hai ,… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/musibate-aksar-humare-hi-aamal-se-aati-hai/feed/ 0 17187
Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega https://ummat-e-nabi.com/dour-e-jahalat-ke-nek-amal-ka-bhi-badla-milega/ https://ummat-e-nabi.com/dour-e-jahalat-ke-nek-amal-ka-bhi-badla-milega/#respond Tue, 20 Oct 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/dour-e-jahalat-ke-nek-amal-ka-bhi-badla-milega/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Hakeem Bin Hizaam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Unhone Bayan Kiya Ki Maine Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Puchha: *Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! […]

The post Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Hakeem Bin Hizaam (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Unhone Bayan Kiya Ki Maine Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Puchha:
*Aye Allah Ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ! Unn Nek Kaamon Ke Baarey Me Kya Hoga Jinhe Maine Kufr Ki Haalat Me(Imaan Laaney Se Pehle) Kiya Tha ?
Jaise Ki: Maine Sadqa-Khairaat Kiya Hai, Gulaam Bhi Aazaad Kiya Hai, Logon Ke Saath Nek Bartaao Bhi Kiya Hai,..
Tou Kya Kufr Ki Haalat Mein Kiye Huye In Nek Kaamon Par Bhi Mujhe Sawaab Milega?
Ye Sunkar Aapne Farmaya: “Tum Unn Tamaam Nekiyon Aur Bhalaiyon Ke Saath Imaan Laye Ho, Jo Pahle Kar Chuke Ho (Yaani Unn Sab Par Sawaab Milega).”
Sahih Al-Bukhari (Hadith no.5992)

♥ Subhan’Allah! Ye AaHadees-e-Mubarak Iss Baat Ki Hujjat hai ke
*Allah Ki Rehamat Uske Gazab se Jyada Hai.
*Wo Apne Bando Ke Doure Jahalat Ke Gunaah Imaan Laney Se Baksh Deta hai
*Lekin Doure-e-Jahalat ki Nekiyo Ko Jaya Nahi Hone Deta ,…

The post Dour-e-Jahalat Ke Nek Amal Ka Bhi Badla Milega appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/dour-e-jahalat-ke-nek-amal-ka-bhi-badla-milega/feed/ 0 17215
Sunnat ki Ahmiyat: Part 3 https://ummat-e-nabi.com/sunnat-ki-ahmiyat-part-3/ https://ummat-e-nabi.com/sunnat-ki-ahmiyat-part-3/#respond Fri, 27 Feb 2015 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sunnat-ki-ahmiyat-part-3/ Sunnat ki Ahmiyat: Part 3Lekin Aaj Sunnat Par Amal Karne Walo Ko Ajnabiyat Se Dekha Jata Hai: RasoolAllah (ﷺ) ka Irshade Mubarak hai ke: “Jisne Meri Sunnat se Mohabbat ki Usney Mujhse Mohabbat ki, […]

The post Sunnat ki Ahmiyat: Part 3 appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Lekin Aaj Sunnat Par Amal Karne Walo Ko Ajnabiyat Se Dekha Jata Hai:

RasoolAllah (ﷺ) ka Irshade Mubarak hai ke:

Jisne Meri Sunnat se Mohabbat ki Usney Mujhse Mohabbat ki, aur Jisne Mujhse Mohabbat ki Wo Jannat me Mere Saath Hoga.

Mishkaat Hadith no. 165

– Aaj Sunnat-e-Rasool Ko Humne Mazak Samjha ,.. Khilwaad Ka Mouju Banaya ,..
– Ke Agar Koi Ita-ate Rasool Aur Ittebaye Rasool Ki Baat Kahe,
– Ya Ye Kahe Ke Allah Ki Kitab Aur Uskey Rasool (ﷺ) Ki Baat Maano !
Tou Us’sey Kaha Jata Hai Ke “Tum Tou Bhatak Gaye Ho ,.. Tum Tou Falah Firqe Ke Lag Rahe Hume ,..” (Subhan’Allah)

– Aur Tamam Mu’ashra Usko Ghur-Ghur Kar Dekhta Hai,
– Tou Iss Sunnat Par Bhi Amal Giraa Hai Aaj Iss Mu’ashre Me.
*Iske Baad Aur Sunnato Ki Taraf Jaye Wo Tou Ajnabiyat Ka Muamla Ho Jata Hai.

Ek Shakhs Islam par Chalkar Apne hi Mu’ashre me Ajnabi ho Jata hai –

Agar Koi Shakhs Logon Ko Kitabo Sunnat Ki Dawat Deney Lag Jaye Tou Tamam Mu’ashra Usey Ghur-Ghur Kar Dekhta Hai,
– Ke Kya Ho Gaya Isey? Koun Hai Ye ? Ye Tou Humare Baba-Dada Ke Tareeke Ke Khilaf Ja Raha Hai,
– Tum Tou Gumraah Ho Gaye Ho, Tumhara Iman Tou Bus Khatam Ho Gaya.
– Falah Aur Falah Hazaar Baatey Us’sey Ki Jaati Hai Jabki Wo Aisi Sunnat Par Amal Kar Raha Hai Jo Buniyaad Hai Deen-e-Islam Ki ,… Jo Sunnat Hai RasoolAllah (ﷺ) Ki.

Aur Uski Mukhalifat Bhi Wo Log Karna Pasand Karte Hai Jo Naa Apni Islah Chahte Hai Aur Naa Apne Muashre Ki aur Aise Logon Ko Hi Kitabo Sunnat Ki Baatey Apne Baad-Dada Ke Deen Ke Barkhilaf Aur Nayi Lagti Hai.

Aur Aaj Tou Yeh Baat 100% Sach Ho Rahi Hai Ke:
– Koi Shakhs Agar Kitabo Sunnat Ki Baat Karta Hai Tou Log Kahte Hai Ke Yeh Tou Nayi Baat Dikh Rahi Hai ,..
Jabki Nayi Wo Nahi! Jo Aapne Kitabo Sunnat se Suni, Nayi Tou Wo Hai Jo Aap Kar Rahe Hai.

Kyunki Asal Baat Tou Wo Hai Jo Allah Ki Kitab Aur Uske Rasool (ﷺ) Ki Sunnat Me Moujud Hai,
– Agar Wo Moujud Hai! Jab Thi Tou Aaj Tak Utni Hi Haq Hai Aur Qayamat Tak Utni Hi Haq Hongi,
– Phir Chahe Koi Amal Kare Uspey Ya Na Karey, Wo Baat Utni Hi Sach Sabit Hogi Har Dour Me.

Chahe Fir Mu’amla Tawheed Ka Ho, Namaz Ka Ho, Rozo Ka Ho, Zakat Aur Hajj Ka Ho!
Tamam Me Agar Koi Kahe Ke: “Ye Sunnat Hai” Tou Usey Jawab Milta Hai Ke “Tumne Tou Nayi Baat Keh Di !”
Jabki Nayi Wo Nahi Hai Jo Wo Kitabo Sunnat Ke Hawale Se Wo Keh Raha Hai, Nayi Tou Wo Hai Jo Hum Kar Rahe Hai Aaj Zamane me.

Aur Agar RasoolAllah (ﷺ) Ki Sunnat Se Wo Amal Sabit Hai Tou Wo Baat Utni Hi Behtar Aur Haq Hai Jitna Ke RasoolAllah (ﷺ) Aur Ye Deen Hai Utna Hi Haq Hai.

*Aur Agar RasoolAllah Ki Sunnat me Wo Baat Nahi! Tou Fir Jaan Lijiye Ke Pura Mu’ashra Bhi Agar Wo Kaam Kare Wo Kabhi Kaam Durust Nahi Ho Sakta.

Kya Islam me Aksariyat aur Aqliyat ka Koi Taqaza hai ?

Aksar Jab Logon se Sawal Kiya Jata hai ke Falah Amal Jo Aap Karte ho Kya wo Kitabo Sunnat se Sabit Hai? tou Jawab me Hume Milta hai ke: Aksar Log tou ye Amal Karte hai. Itne Sare Log Galat Kaise Ho Sakte hai ? Lihaja Yakinan Yeh Amal Sahi Hoga.

Yaad Rakhiye Agar Ek Fard bhi Iss Duniya me Sacche Islam par Amal Kare tou Wo Haq Par Hai. Aksariyat Aur Aqaliyat Ka Islam me Koi Taqaza Nahi.

– Isliye Ke Jab Islam Duniya Me Aaya Sirf Ek Shaksh Ke Jehan me Wo Baat Thi Yaani RasoolAllah (ﷺ)! aur Puri Duniya Aapke Khilaf Khadi Thi.

– Majud, Yahud, Nassara Aur Mushrikan-e-Makka Tamam Ke Tamam Aap (ﷺ) Ko Ajnabiyat Se Dekh Rahe They! Ke Isney Kya Baat Layi Hai ? Yeh Tou Humare Khilaf Ja Raha Hai.

*Tou Ek Fard-e-Wahid Ke Jehan me Wo Cheez Hai Jisko Islam Hum Samjhtey Hai, Waha Se Wo Baat Nikalti Hai Agar Aqaliyat Aur Aksariyat Ka Taqaza Hota Tou Usi Wakt Islam Khatm Kar Dena Chahiye Tha Allah Ne,.. Isliye Ke Aksariyat Tou Puri Shirk me Mulawwis Thi …

Tou Shairyat me Koi Aksariyat aur Akliyat Ka Taqaza Nahi. Balki Shariyat Me Tou Yeh Hai Ke?: “Daleel Kis Cheez Ki Hai ?” Allah Ki Kitaab aur Uske Rasool (ﷺ) Ki Sunnat Se Sabit Hai Tou Bus Wo Baat Durust Hai ,..
Aur Agar Sabit Nahi Tou Uss Baat Ko Chorr Dijiye Allah Ke Liye.

To be Continued…


The post Sunnat ki Ahmiyat: Part 3 appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sunnat-ki-ahmiyat-part-3/feed/ 0 16978
Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo https://ummat-e-nabi.com/achchi-baaton-ka-hukm-do-magar/ https://ummat-e-nabi.com/achchi-baaton-ka-hukm-do-magar/#respond Fri, 21 Mar 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/achchi-baaton-ka-hukm-do-magar/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Usama Bin Zaid (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya “Qayamat Ke Din Ek Shakhs Laya Jayega Phir Wo Jahannum Me Dala Jayega […]

The post Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Usama Bin Zaid (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya
“Qayamat Ke Din Ek Shakhs Laya Jayega
Phir Wo Jahannum Me Dala Jayega
Uske Pait Ki Aantein (Intestine) Bahar Nikal Aayegi,
Wo Unko Liye Huye Gadhey Ki Tarah Jo Chakki Peesta Hai Chakkar Lagayega
Aur Jahannum Waley Uskey Paas Ekaththey Hongey
Uss Sey Puchengey ‘Ki Aye Falah! Kya Tu Achchi Baat Ka Hukm Nahi Karta Tha
Aur Buri Baat Se Manaa Nahi Karta Tha ?’

Wo Kahega Mai Tou Aisa Karta Tha Lekin Dusron Ko Achchi Baat Ka Hukm Karta Tha
Aur Khud (Uss Par Amal) Nahi Karta
Aur Dusron Ko Buri Baat Se Manaa Karta Tha Lekin Khud Uss Sey Baaz Na Rahta Tha.”
(Sahih Muslim, Hadith no.7483)

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!!
Allah Ta’ala Hume Kehne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Taufiq Ata Farmaye !!! Ameen ,..
Amr Bil Maroof Wa Nahi Anil Munkar

The post Achchi Baaton Ka Hukm Do Magar Khud Bhi Amal Karo appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/achchi-baaton-ka-hukm-do-magar/feed/ 0 16711
Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/ https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/#respond Sun, 23 Jun 2013 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/ ∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai, » 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah) » 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah) *Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho […]

The post Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
∗ Gunaaho Ke Do (2) Kism Hotey Hai,
» 1. Gunaah-e-Saghira (Chote Chote Gunah)
» 2. Gunaah-e-Kabira (Bade Bade Gunaah)
*Gunaah-e-Saghira Acche Amaal Aur Ibadat Ki Barkat Se Muaf Ho Jate Hai,
– Lekin Gunaah-e-Kabira Uss Waqt Tak Muaf Nahi Hotey
Jab Tak Sacche Dil Se Taubah Karke Unsey
Hamesha Ke liye Parhez Karne Ka Pakka Ahad Na Kiya Jaye.

The post Gunaah-e-Saghira Aur Gunaah-e-Kabira …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/gunaah-e-shagira-aur-gunaah-e-kabira/feed/ 0 16385