Kya Ek Musalman Dusre Musalman ko Baddua de Sakta hai?
Aajkal muashre me dekha jata hai ke Musalmano ka aapas me badduwa dena aam se ho gaya hai, lekin kya Shariyat ne hume is baat ki ijajat di hai ke Musalman aapas me Baddua de, Kya musalman ko di hui bad’dua lagti hai ? janne ke liye is mukhtasar se video bayan ka mutala kare.