Aag – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com Quran Hadees Quotes Fri, 29 Mar 2024 06:29:32 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.3 https://ummat-e-nabi.com/wp-content/uploads/2023/09/favicon-96x96.png Aag – Ummate Nabi ﷺ https://ummat-e-nabi.com 32 32 179279570 Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza rakhne ki Fazilat… https://ummat-e-nabi.com/ramadan-day-18/ https://ummat-e-nabi.com/ramadan-day-18/#respond Fri, 29 Mar 2024 06:29:28 +0000 https://ummat-e-nabi.com/ek-din-ke-roze-ka-sawaab/ 18th Ramzan | Jo Shakhs Ek din bhi Allah Taala ki raah me Roza rakhega... [Hadees: Sahih Muslim 1153]Ramadan Quotes: 18 Ramzan ✦ Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: ❝Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak ...

The post Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza rakhne ki Fazilat… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Ramadan Hadees: Day 18

Allah ki raah me Ek Din bhi Roza rakhne ki Fazilat

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

“Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak door rakhega.”

📕 Sahih Muslim 1153 C
📕 Book 13, Hadith 217

The post Ramadan Day 18 | Allah ki raah me Ek Din bhi Roza rakhne ki Fazilat… appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/ramadan-day-18/feed/ 0 19285
Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum ki Aag se Bachaao https://ummat-e-nabi.com/apne-aapko-aur-biwi-baccho-ko-jahannum-ki-aag-se-bachao/ https://ummat-e-nabi.com/apne-aapko-aur-biwi-baccho-ko-jahannum-ki-aag-se-bachao/#respond Wed, 16 Aug 2023 19:41:01 +0000 https://ummat-e-nabi.com/apne-aapko-aur-biwi-baccho-ko-jahannum-ki-aag-se-bachao/ Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum Ki Aag Se Bachaao ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ “Aye Wo Logo Jo Emaan Laaye Ho! Bachaao Apne Aapko aur Apne Ahl-O-Ayaal ko Uss Aag se […]

The post Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum ki Aag se Bachaao appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum Ki Aag Se Bachaao

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Aye Wo Logo Jo Emaan Laaye Ho! Bachaao Apne Aapko aur Apne Ahl-O-Ayaal ko Uss Aag se jiska Endhan Insan aur Patthar honge.”

📕 Surah: At-Tahrim 66:6

♥ In sha Allah Ul Azeez! Allah Taala Hume Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik de, Ameen

The post Apne Aapko aur Biwi-Baccho ko Jahannum ki Aag se Bachaao appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apne-aapko-aur-biwi-baccho-ko-jahannum-ki-aag-se-bachao/feed/ 0 15768
Allah ki Nafarmani me kisi ki Itaat nahi karni https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-nafarmani-me-kisi-ki-itaat-nahi-karni-chahiye/ https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-nafarmani-me-kisi-ki-itaat-nahi-karni-chahiye/#respond Thu, 27 Apr 2023 14:51:51 +0000 https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-nafarmani-me-kisi-ki-itaat-nahi-karni-chahiye/ Allah ki Nafarmani me kisi ki Itaat nahi karniHadees of the Day Allah ki Nafarmani me kisi ki Itaat nahi Hazrate Ali (R.A) se riwayat hai ki –RasoolAllah (ﷺ) ne Ek Lashkar Rawana farmaya aur Ek Shakhs ko […]

The post Allah ki Nafarmani me kisi ki Itaat nahi karni appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Hadees of the Day

Allah ki Nafarmani me kisi ki Itaat nahi

Hazrate Ali (R.A) se riwayat hai ki –
RasoolAllah (ﷺ) ne Ek Lashkar Rawana farmaya aur
Ek Shakhs ko Uska Sardar bana diya aur Logo ko Uski Itaat karne ki Taqeed ki.

Uss Shakhs ne Aag Jalayee aur Logo ko kaha ki Aag me Kud Jao.
Kuch Logon ne Uski ye baat Man’ne se Inkar kar diya aur kaha ki –
“Hum Tou Aag se Bhaagkar Islam me Aaye Hain”

Aur Kuch Logo ne Ameer ki Ita’at Samajhkar Aag me dakhil hona chaha.

Ye Khabar Rasool’Allah (ﷺ) ke Pass Pahuchi tou Aap (ﷺ) ne farmaya –
“Agar Wo Log Aag me Kud Jatey tou Hamesha Usee me Rehte.”

Iske Baad Aap (ﷺ) ne farmaya:

“Allah ki Nafarmani me kisi ki Ita’at nahi karni chahiye,
Ita’at tou Sirf Uss me hai Jo Maruf ho (Yaani Neik aur jayaz baat ho).”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadees#853 (Sahih)

The post Allah ki Nafarmani me kisi ki Itaat nahi karni appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/allah-ki-nafarmani-me-kisi-ki-itaat-nahi-karni-chahiye/feed/ 0 16826
Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai https://ummat-e-nabi.com/sadqa-gunahon-ko-khatm-kar-deta-hai-jis-tarah-paani-aag-ko-buja-deti-hai/ https://ummat-e-nabi.com/sadqa-gunahon-ko-khatm-kar-deta-hai-jis-tarah-paani-aag-ko-buja-deti-hai/#respond Tue, 14 Jun 2022 18:16:13 +0000 https://ummat-e-nabi.com/sadqa-gunahon-ko-khatm-kar-deta-hai-jis-tarah-paani-aag-ko-buja-deti-hai/ Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti haiAaj ki Hadees | Hadees of the Day Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai – ROMAN URDU – ۞ Hadees: Ka’b […]

The post Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Aaj ki Hadees | Hadees of the Day

Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai

– ROMAN URDU –

۞ Hadees: Ka’b bin Ujrah (R.A.) se riwayat hai ke Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya:

Sadqa Gunaahon ko iss tarha khatam kar deta hai jis tarah paani Aag ko bujha deti hai.

📕 Jami` at-Tirmidhi 614; Grade: Hasan


– हिंदी –

۞ हदीस: काब बिन उजरा (र.अ.) से रिवायत है के, रसूलल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

सदका गुनाहों को इस तरह ख़त्म कर देता है जिस तरहा पानी आग को बुझा देती है।

📕 जमीया अत तिरमिज़ि 614-हसन


– ENGLISH –

۞ Hadith: Ka’b bin Ujrah narrated: “The Messenger of Allah (ﷺ) said:

Sadaqah (charity) extinguishes sins just as water extinguishes fire.

📕 Jami` at-Tirmidhi 614; Grade: Hasan

The post Sadqa Gunahon ko Khatm kar deta hai Jis tarah Paani Aag ko bujha deti hai appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/sadqa-gunahon-ko-khatm-kar-deta-hai-jis-tarah-paani-aag-ko-buja-deti-hai/feed/ 0 15400
Usne Iman ki Mithaas ko paa liya (Hadees) https://ummat-e-nabi.com/imaan-ki-mithaas/ https://ummat-e-nabi.com/imaan-ki-mithaas/#respond Thu, 16 Dec 2021 04:12:53 +0000 https://ummat-e-nabi.com/imaan-ki-mithaas/ Iman ki Mithas HadeesUsne Iman ki Mithaas ko paa liya Anas (R.A) se riwayat hai ke, Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya : Teen (3) Khaslate Aesi hai ki Jisme ye Paida ho jaye Uss […]

The post Usne Iman ki Mithaas ko paa liya (Hadees) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

Usne Iman ki Mithaas ko paa liya

Anas (R.A) se riwayat hai ke,
Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya :

Teen (3) Khaslate Aesi hai ki Jisme ye Paida ho jaye Uss ne Emaan ki Mithaas ko paya.

∗1. Pehli ye ki Allah aur Uske Rasool (ﷺ) ke Nazdeeq sab se Ziyada Mehboob ban jaye.

∗2. Doosri ye ki woh Kisi Insan se Mahaz Allah ki Raza ke liye Mohabbat rakhe.

∗3. Teesri ye ki woh Kufr me wapis Loute Jane ko aisa bura Janey Jaisa ki woh aag me Daale jane ko bura janta hai.

📕 Bukhari Sharif; Hadees 16

The post Usne Iman ki Mithaas ko paa liya (Hadees) appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/imaan-ki-mithaas/feed/ 0 15757
Baaz log Allah ke barey me bagair ilmo hidayat ke Jhagartey hain https://ummat-e-nabi.com/baaz-log-allah-ke-barey-me-bagair-ilmo-hidayat-ke-jhagartey-hain/ https://ummat-e-nabi.com/baaz-log-allah-ke-barey-me-bagair-ilmo-hidayat-ke-jhagartey-hain/#respond Fri, 22 Jun 2018 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/baaz-log-allah-ke-barey-me-bagair-ilmo-hidayat-ke-jhagartey-hain/ Baaz log Allah ke barey me bagair ilmo hidayat ke Jhagartey hain♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥ “Baaz log Allah ke barey me bagair ilm ke aur bagair hidayat ke aur bagair Roshan Kitab ke Jhagartey hain. Jo apni pehloo Modney wala bann ker […]

The post Baaz log Allah ke barey me bagair ilmo hidayat ke Jhagartey hain appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥

“Baaz log Allah ke barey me bagair ilm ke aur bagair hidayat ke aur bagair Roshan Kitab ke Jhagartey hain. Jo apni pehloo Modney wala bann ker iss liye ke Allah ki raah se behka dey usse duniya mein bhi ruswaee hogi aur Qayamat ke din bhi hum usey jahannum mein jalney ka Azab chakhayenge”

– (Quran 22:8-9)

♥ बिस्मिल्लाह अर्रहमान निर्रहीम ♥

“और लोगों मे कोई ऐसा है जो किसी ज्ञान, मार्गदर्शन और प्रकाशमान किताब के बिना अल्लाह के विषय में (घमंड से) अपने पहलू मोड़ते हुए झगड़ता है, ताकि अल्लाह के मार्ग से भटका दे। उसके लिए दुनिया में भी रुसवाई है और क़ियामत के दिन हम उसे जलने की यातना का मज़ा चखाएँगे”

– (Quran 22:8-9)

‟ काही अन्य लोक असे आहेत जे कोणत्याही ज्ञान आणि मार्गदर्शन व प्रकाश प्रदान करणाऱ्या ग्रंथाविना ताठ मान करून अल्लाहच्या बाबतीत वाद घालतात, जेणेकरून लोकांना अल्लाहच्या मार्गापासून भ्रष्ट करावे, अशा व्यत्तीसाठी जगात नामुष्की आहे आणि पुनरुत्थाना (कयामत) च्या दिवशी आम्ही त्याला अग्नीच्या प्रकोपाची चव चाखवू. हे आहे तुझे ते भविष्य जे तुझ्या स्वतःच्या हातानी तुझ्याकरिता तयार केले आहे, एरव्ही अल्लाह आपल्या दासावर अन्याय करणारा नाही.

– (पवित्र कुराण २२:८-९)

♥ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ♥

“And among mankind is he who disputeth concerning Allah without knowledge or guidance or a scripture giving light, Turning away in pride to beguile (men) from the way of Allah. For him in this world is ignominy, and on the Day of Resurrection We make him taste the doom of burning”

– (Quran 22:8-9)

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

The post Baaz log Allah ke barey me bagair ilmo hidayat ke Jhagartey hain appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/baaz-log-allah-ke-barey-me-bagair-ilmo-hidayat-ke-jhagartey-hain/feed/ 0 18871
Apne Amaal Ko Ikhlas Ke Sath Riyaa Se Paak Rakhey …. https://ummat-e-nabi.com/apne-amaal-ko-ikhlas-ke-sath-riyaa-se-paak-rakhey/ https://ummat-e-nabi.com/apne-amaal-ko-ikhlas-ke-sath-riyaa-se-paak-rakhey/#respond Sun, 03 Aug 2014 18:30:00 +0000 https://ummat-e-nabi.com/apne-amaal-ko-ikhlas-ke-sath-riyaa-se-paak-rakhey/ ♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya – *Ek Shaheed Allah Ke Saamne Qayamat Ke Din Laaya Jayega!!! Allah Usey Puchega […]

The post Apne Amaal Ko Ikhlas Ke Sath Riyaa Se Paak Rakhey …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
♥ Mafhoom-e-Hadees: Abu Huraira (RaziAllahu Anhu) Riwayat Karte Hai Ke,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
*Ek Shaheed Allah Ke Saamne Qayamat Ke Din Laaya Jayega!!!
Allah Usey Puchega Ke: “Tuney Kya Amal Kiya ? ”
– Woh Kahega Ke Mai Tere Raah Me Ladh Kar Shaheed Hua,
Allah Farmayega: “Tu Jhoota Hai!!! Balke Tu Iss Liye Ladha Ke Tujhe Bhahadoor Kaha Jaye,
Yaani Teri Niyat Duniya Me Poori Ho Gayi Ab Mujh Se Kya Chahata Hai
Phir Mooh Ke Bal Ghasit Kar Aag Me Fenk Diya Jayega,
*Issi Tarah Ek Aalim Jisney Ilm Ko Charcha Ki Niyat Se Padha Aur Padhaya Tha,
Allah Ke Saamne Pesh Ho Kar Jahannum Me Jhok Diya Jayega,
*Phir Ek Naam Ke Garz Se Sakhawat Sadqa Karne Wala Maaldar Ka Bhi Yahi Anjam Hoga”.
(Muslim, Kitab-Ul-Imarat Hadith no. 1905)

» Sabaq: Lihaza Hume Chahiye Ke Ikhtiyaraat Ke Niyat Se Neki Na Karey,
Ke Beshaq Allah Ta’ala Hamare Har Kism Ki Niyato Se Bakhubi Wakib Hai,
Isiliye Zaruri Hai Ke Hum Apne Saare Jayaz Kaamo Me Sab Se Pahle Ikhlaas Ke Saath Niyat Kar Liya Karey
Kyon Ke Jaisi Niyat Hogi Waisa Hi Azr Milega, Aur Beshaq Tamam Aamaal Ke Sawaab Ka Daromadar Niyato Par Hai.

♥ In’sha’Allah-Ul-Azeez!!!
Allah Hume Parhne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Toufiq De!!! Ameen..

The post Apne Amaal Ko Ikhlas Ke Sath Riyaa Se Paak Rakhey …. appeared first on Ummate Nabi ﷺ.

]]>
https://ummat-e-nabi.com/apne-amaal-ko-ikhlas-ke-sath-riyaa-se-paak-rakhey/feed/ 0 16230