Qurani Dua: Dunia aur Aakhirat me Khair Ki Dua (Rabbana atina fid-dunya)

۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞

“Rabbana atina fid-dunya
hasanatan wa fil ‘akhirati
hasanatan waqina ‘adhaban-nar”

📕 Surah Baqrah; 2:201

Tarjuma:

Aur baaz bandey aise hai ki jo Dua karte hai ki:

Aye mere palney wale! mujhe duniya me neymate dey aur Aakhirat me sawab dey aur dojakh ki aag se bacha[2:201]

Fazilat:

Iski agli Aayat me Allah Rabbul Izzat ne aesi Dua karne walo ke talluk se farmaya

Yahi wo log hai jinke liye apni kamayi ka hissa chain hai[2:202]

Sabaq:

Lihaja jo Duniya aur Aakhirat ki kamiyabi talab karte hai, wo qasrat se apne Rab se yeh Dua karte hai:

“Rabbana atina fid-dunya hasanatan wa fil ‘akhirati hasanatan waqina ‘adhaban-nar”

Ameen ! Allahumm Ameen !!! ,…

To be Continue ,..

1 Comment

Leave a Reply