Mout Ki Tamanna Hargiz Na Kare …

♥ Mahfum-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:
“Tum Me Se Koyi Maut Ki Tamanna Na Kare Kiyun Ki –
Agar Woh Nek Hai Tou Ho Sakta Hai Woh Aur Zyada Nekiyan Kar Le
Aur Agar Woh Gunahgaar Hai Tou Shayad Woh Aapne Allah Ko Raazi Kar Le.”

– (Sunan An-Nasayi, Hadees No.1819)

♥ In’sha’Allah Ul Azeez !!!
Allah Ta’ala Hum Kehne Sun’ne se Jyada Amal Ki Taufik Dey! Ameen ,.

Views: 3058

Leave a Reply

Be the First to Comment!

Notify of
avatar

wpDiscuz