Islamic Quiz 302 : Agar koi khane ke shuru mein Bismillah kahna bhul jaye toh usko beech mein yaad aane par kya padhna chahiye?

Islamic Quiz 302

Agar koi khane ke shuru mein Bismillah kahna bhul jaye toh usko beech mein yaad aane par kya padhna chahiye ?

Options Are 👇

A. Bismillah wa ala barakatillah

B. Bismillah fi Awwalihi wa Aakhirihi

C. Aawuzubillahi Min As-shaitan Ar-rajim

D. Alhamdulillah Ala Aakhirihi

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( B )

✅ Bismillah fi Awwalihi wa Aakhirihi

Hadees: Hazrate Aisha (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllahu ﷺ ne farmaya:

“Agar tum mein se koi khana khane lage to Bismillah kahe aur agar shuru mein kahna bhul jaye to ye kahe Bismillah Fi Awwalihi Wa Aakhirihi.”

📕 Jamia Tirmidhi, Vol 1, 1917-Sahih

Tarjuma: Iss (Khane) ka Awwal aur Aakhir Allah hi ke Naam se hai.

और देखे :

Install Islamic Quiz App