Ilm aur Rizq me Barkat ki Dua

♥ Mafhoom-e-Hadees: Umm Salma (RaziAllahu anha) se Rivayat hai ki Rasool’Allah (SallAllahu Alaihi Wasallam) jab Subah ki Namaz me Salam Pherte to uske baad ye dua padhte: 

“Allahumma inni Asaluka ilman Nafiaa, Wa Rizqan Tayyiba Wa Amalan Mutaqabbala”

Aye Allah! Main Tujhse Nafa Dene Wale Ilm aur Pakiza Rizq aur Qubul hone wale Amal ka Sawal karta hun.

– (Sunan ibn Maja, Jild 1, 925-Sahih)

♥ in’sha’Allah ul Azeez! Allah Ta’ala hume kehne Sun’ne se jyada amal ki taufik de,..

For more Islamic messages kindly download our Mobile App

You might also like

Leave a Reply

Be the First to Comment!

avatar
wpDiscuz