Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat

Hadees of the Day

Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat

TRANSLITERATION

Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki,
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya –

“Teen Aadmee kisi Basti ya Jangal me ho aur phir bhi wo Jamaat se Namaz na parhe tou Unn par Shaitan musallat ho jata hai, Isliye Tum Jamaat ko laazim kar lo. Kyunki Bhediya Ussi Bakri ko khata hai jo Galle se alag ho Jaye.”

📕 Sunan Abu Dawud, Hadees 542

Leave a Reply