Islamic Quiz 236 : Quran-e-Majid me Qurbani Kis ke liye karne ka hukm aaya hai?

Islamic Quiz 236

Quran-e-Majid me Qurbani Kis ke liye karne ka hukm aaya hai?

Options Are 👇

A. Allah ke liye

B. Nabiyon ke liye

C. WaliAllah ke liye

D. Sahih Jawab Ka Intezar

Get Answer

Sahih jawab hai : Option ( A )

✅ Allah ke liye

Quran-e-Majid me Qurbani sirf Allah ke liye karne ka hukm aaya hai.

Daleel :

۞ Allah Ta’ala Quran-e-Majid me farmata hai:

“Apne Rab ke liye Namaze Padho aur Qurbani karo.”

📕 Surah Kausar 108:2

Ek Aur Aayat me Allah Taala farmata hai:

“Aap(Nabi ﷺ) farma dijiye ke beshak meri Namaz, meri Qurbani, mera jeena aur mera marna yeh sab khalis Allah hi ke liye hai jo saare jahan ka maalik hai.”

📕 Surah Al-An’aam, 6:162

Install Islamic Quiz App

Read More: