Insan ka Pait sirf Qabr ki Mitti bhar sakti hai

Roman Urdu

۞ Hadees: Ibn Abbas (R.A.) se riwayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya:

Insaan ke pass Maal ki Do wadiyan (valley) ho tou teesri ka khwahish mand hoga aur insaan ka pait Mitti ke siwa aur koi cheej nahi bhar sakti aur ALLAH us shaksh ki Tauba Qubul karta hai jo sacchi tauba karta hai.

📕 Sahih Bukhari, Vol 7 , 6436


हिंदी

۞ हदिस : इब्ने अब्बास (रज़ि अल्लाहु अन्हु) से रिवायत है के, रसूलअल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया:

❝इंसान के पास माल की दो वादिया हो तो तीसरी की ख्वाहिश करेगा, और इंसान का पेट मिटटी के सिवा और कोई चीज़ नहीं भर सकती और अल्लाह उस शख्स की तौबा कबुल करता है जो सच्ची तौबा करता है।❞

📕 सहीह बुखारी ६४३६


English

۞ Hadith: Narrated Ibn ‘Abbas Radhi Allahu Anhuma : I heard the Prophet (ﷺ) saying,

If the son of Adam (the human being) had two valley of money, he would wish for a third, for nothing can fill the belly of Adam’s son except dust, and ALLAH forgives him who repents to Him.❞

📕 Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 444

Leave a Reply