Allah Ki Panah Maango Mohtaaji, Zillat aur Zulm Se

♥ Mahfum-e-Hadees: Abu Hurairah (Razi’Allahu Anhu) Riwayat Karte Hain Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya:
“Allah Ki Panah Maango Mohtaaji Se Aur Kami Aur Zillat Se
Aur Zulm Karne Se Aur (Apne Upar) Zulm Kiye Jane Se.”

– Sunan Ibn Majah , Hadees No. 3842

♥ In’sha’Allah ul Azeez !
Allah Taala Hume Kehne Sun’ne Se jyada Amal ki taufik Dey ,..

Views: 2725

Leave a Reply

Be the First to Comment!

Notify of
avatar

wpDiscuz