Search Result for: Sunan Abu Dawud

Showing 40 of 55 Results

Nafs pe Kabu Paane ki Dua

〘 Auzu Billaahi Minash Shaitaanir Rajim – Bismillahir Rahmaanir Raheem 〙 ✦ Dua: Nafs pe Kabu Paane ki ❝ Allahumma Rahmataka Arju Fala Takilni ila nafsi tarfata Aynin wa aslih […]

Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees

Hadees of the Day Logo ke Darmiyan Sulah Karna Hadees RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya ki: “Kya Mai Tumhe Aise Amal Par Aagah Na Karoon Jiska Darja Roze Namaz Aur Sadqe […]

Badshaguni Shirk hai

Badshaguni Shirk hai Hadees-e-Nabwi ﷺ Abdullah-bin-Mas’ud (R.A.) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne irshad farmaya, “Badfaeli (Badshagooni Me Yaqeen Karna) Shirk hai, Kisi Ko Badfaeli Ki Waham ho tou (Usey […]

Reham karne ki Fazilat

Reham karne ki Fazilat Reham Karne Walo Par Allah ki Rehmat Abdullah Ibn Amr Ibn Al-As (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Reham Karne Walo par Rehmaan […]

Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat

Hadees of the Day Jamat se namaz padhne ki Ahmiyat TRANSLITERATION Abu Darda (R.A) se riwayat hai ki,RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya – “Teen Aadmee kisi Basti ya Jangal me ho […]

Waqt par Namaz Padhna

Hadees of the Day Waqt par Namaz Padhna Ubadah Ibn As-Samit (R.A) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya – “Mere baad tum par aisey log hukmaran hongey jinki […]

Jab Shaam ka Andhera hone lagey tou

Jab Shaam ka Andhera hone lagey tou Allah ke rasool (ﷺ) farmatey hai – “Jab Shaam ka andhera (magrib) hone lagey tou apne baccho ko ghar me rokey rakhoKyunki uss […]

Islamic Quiz 172

Wo Kaunsi Do Namazein Hain Jo Munafiqo Par Zyada Bhaari Hain? A. Fajr aur Zohar B. Fajr aur Asr C. Fajr aur Maghrib D. Fajr aur Isha

Allah ki Zamanat me Rehne Waale log

Hadees of the Day Allah ki Zamanat me Rehne Waale log Hazrate Abu Umamah Al-Bahili (R.A) se riwayat hain ke, RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: Teen (3) Qism ke aadmi aise […]

Islamic Quiz 131

Wo Kounsa Amal hai jo darje mein Namaz Roze aur Zakat se bhi badhkar hain? A. Nafeel Namazo ki Qasrat B. Sadqa Khairaat C. Jhagadne walo me Sulah kara dena […]

Mareez ki Shifa ke liye Dua

Mareez ki Shifa ke liye Dua: As’alullah Al-‘Azeem Rabbal ‘Arshil ‘Azeem an Yashfik अस्सलुल्लाहल अज़ीम, रब्बल अर्शिल अज़ीम, ऐ श्फीयक.

Sabse bada sood

Aaj ki Hadees | Hadees of the Day Sabse bada sood ✦ Said ibn Zayd (R.A) se rivayat hai ki RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya : “Sab se bada sood ye […]

Islam me April fool ki Haisiyat

Islam me April fool ki Haisiyat ۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞ April fool yaani logo ki nazar me jhuth bolkar bewakuf banane ka din, jo ki ek baddkhlakhi bhara Kabira Gunah hai […]

Tauba aur Astaghfar ki Fazilat

❝ Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih ❞ ✦ Al-Quran: Apne RABB se maafi maango, Wo bada muaf karne wala hai, Wo Aasman se tum par […]

Momin Dusre Momin Ka Aaeena Hai

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai – Momin Dusre Momin ka Aaeena (Mirror) hai aur Momin Dusre Momin ka Bhai hai Jo Nuksaan ko Uss se Door karta hai […]

Shukriya ada karne ka Huqm aur Fazilat

✦ Hadith: Abu Hurairah (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya: ❝ Wo Allah ka Shukrghuzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na ho.❞ (Sunan Abu Dawood, Vol […]

Zikr-e-Ilahi Me Mashgul Raha Karo

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) farmatey hai ke – “Kisi (Zaalim) Baadshah per Bad’dua me mashgul rehne ke bajaye Zikr (Zikr-e-Ilahi) me Mashgul raho.” – (Mishkat Sharif) “Allahumma Ainni […]

Musalman Aapas Me Bhai-Bhai Hai ,…

Allah Rabbul Izzat Quran-e-Kareem me Farmata Hai: ♥ Al-Quraan: “Beshaq Momin Aapas Me Bhai-Bhai Hai” – [Surah(49) Hujrat; Ayat-10] – Ek Riwayat Me Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai – […]